forex main loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    ager ap experience or hard work ke sath karey is field main to ap kafi achchi earning or skills ke sath trades ker sakte hai bus ap ko apni full efforts ka use kena hai or forex trading ko properly learning kerna hai jab tak ap is business main command hasil na kerle
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      help our setting. So is ultimasab sy pehle market ko achi tarah watch karen aur us k bad trading kately a agreeable investor by the goddess of waja se humein loss uthana par rexpertise.
      • #498 Collapse

        Dekhey FOrex Trading main ap ko losses hotey hai lekin in losses ko apne kam kerna hai to apne hard-work kerna hai to Forex main loss ko control kerna hai apne yehi ek tarder ko kerna hai
         
        • #499 Collapse

          Dear is business me loss is busienss ka sb se main hisa ha is busienss me hmen loss kabhi bhi ho sakta ha is iliye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se hi kam kar k earning krni chahe is busienss me ta k hm is busienss me success ho sakyn
          • #500 Collapse

            forex main humain agr profit hota hay to humain is main loss b ho sakta hay hard work kar kay practice kar kay humain is main kam karna ho ga ta kay humain loss km ho skay
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #501 Collapse

              Forex main loss honey ki buhat si reasons hain. Lack of knowledge ki waja sey sub sey ziada nuqsan hota hy. Maximum traders forex ko learn nahi kartey aur forex ka knowledge lena buhat mushkil samjhtey hain. Jab woh trades lagatey hain to loss ko control nahi kar patey aur lack of knowledge ki waja sey account wash ho jata hy.
              • #502 Collapse

                forex trading mien loss to har kisi ko hi hota hai apko chahiye ke ap is mien apne losses ko manage karna seekhen ap iski jitni ziyada practice karenge ap is mien utne hi kamiyab honge.
                • #503 Collapse

                  haan forex me loss hota ha par start me so apne demo ko khob use karna ha start me so apko chaheya ka app trade ko khob sekho or hummat se kam lo apko bht faide hoga
                  • #504 Collapse

                    Forex trading mein jab bhi loss hota hy apni hi mistake se hota hy jab hum mistake karty han tab hi loss hota hy aur achi learning na hone se mistake hoti hy aur loss ho jata hy aur jab loss ho tu hum ko cahaiye k hum apni mistake ko cover karain aur learning ko acha karain loss kam ho ga
                    • #505 Collapse

                      loss ki waja se kabhi trading se alag nahi hona chahiye kiun ke loss profit aik business ka hissa hote hain in per dono per control banaye rakhna bohat zaruri hota hai jitna ziada aap loss karte hain panic or tensed rehte hain is lye control kar ke he loss per kamaya ja sakta hai .
                      • #506 Collapse

                        Aap koi bhi business join krain agar aap rules aur planning key against kam karain gey to nuqsan to ho ga. Isi tarah forex bh aik aisa business hy jis main profit key sath sath loss bhi yaqeeni hota hy. Hamain loss sey bachna hy aur is key leye forex ko learn krna hy aur demo account main practice krni hy takeh different strategies ko use kr key forex main loss sey bacha ja sakay.
                        • #507 Collapse

                          Dear jab ap ko loss hota hy to us ki waja he hy k ap k pas market ko analyise ka knowledge aur experience nahi hy aur ap ko trading chorni nahi chahiye bal k ap ko forex trading ko learn karna chahiye
                          • #508 Collapse

                            Agr humen forex main loss hota hai to us ki waja hum khud hain k hmri learning aur practice achi nh hoti to hum loss ka shikar ho jaty hain. aur koe b kam ho insan hmsha apne galtiyon sy he seakhta hai to humen loss b ho to humen es sy sabaq hasil kar k mazeed improvment karne chahiye naa k chord daina chahiye.
                            • #509 Collapse

                              Forex market main loss hamesha hamari apni mistake ki waja sy hota hai aur loss hony per hamain forex trading chor nehi deni chahiay balky same mistake ko identify ker ky recover kerna chahiay aur phir trade open kerni chahiay taky same mistake repeat na ho aur loss na uthana pery
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                forex trade aik boht acha buseinss hay humain is main lain dain karna hota hay humain agr success hasil karni hay to humain practicec kar kkay achy say kam karna ho ga k loss km ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X