forex main loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    bhai mai is bary mai yahi kaho gak bhai kabhi forex mai loss hota hai tu humy chahye k hum is kam mai lalach na kary kyu k lalach sai insan ko kafi bara nuqsan hota hai aur us sai bht sai logo ko nuqsan hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      dear bro merey khayal say hum jab is main galtion karte hain or is main experience say work nahi karte hain to hum ko is main loss ho sakta hai is liye hum ko is main mahnat say kam karna chahiye
      • #198 Collapse

        forex main loss bhi hey aur profit bhi hey aur jo log isko learn kar lete hain unkeliye profit hi profit hey aur jo log isko learn nahin kartey hain unkeliye is business main always loss hi loss hota hey.
        • #199 Collapse

          forex main loss sirf or sirf apki apni mistakes ki waja say hi hota ahy apko chahye k is amin kaam tasali say karain or rules ko follow akrian agar ap apna kaam rules ko follow akr k karain gay or kaam pora karain gay to apko lsoss nahene ho skata hay is main
          • #200 Collapse

            forex trading main loss kay boht saray reasons hain un main sab say bara reason ye hai kay ham forex trading main investment sahi time pay nai kartay hain aur market ka jaiza bhe nai laytay hain ak trader jo kay planing kay sath trading karta hai aur investment karany say pehlay wo market ka jaiza layta hai aur profit ka target set karta hai wo kabi loss main nai jata hai
            • #201 Collapse

              forex trading business men loss is liy hota hy ky log isy seekhy bagher trading suru kr dety hen forex trading men us waqt tk success nahi milti jub tk ap ky pas forex ka knowledge or experience na ho loss to hr business ka hissa hota hy is liy agr loss ho jay to trading nahi chorni chahiy
              • #202 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
                guys mera sawal heke forex me loss q hota he or agr hoto kya hume trading chordeni chahiye plz apni advice dain.
                Dear forum member ager ap ko loss ho jaye to forex trading choro mat ap osay continue rakho because forex trading ko chor dena ye koe hal nahi hai. ap mehnat kro or dil laga kar forex trading ko learn kar kay dobara start karon then he ap zaror kamyab ho jao gay.
                • #203 Collapse

                  well my dear app yh pta hona cheiyh ak forex ak business hai or ak business mein app loss or profit dono hoty hain so loss or profit app ka business ka hisa hain app ko abi profit zeidyh hota hai tw abi app ko loss ho sakta hai so dnt worry
                  • #204 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
                    guys mera sawal heke forex me loss q hota he or agr hoto kya hume trading chordeni chahiye plz apni advice dain.










                    o sir g forex ma loss ka kya mtlb hai kiun k sir g mjy nai lagta hai k duniya ma koi asa koi business ho ga jis ma loss na ho kiun k jis ma loss nai mjy nai lagta wo business real ho ga so business ka tu hisa hai loss.
                    • #205 Collapse

                      dera friend forex my loss ki bht si wajaen hn us=my sy ik hy greed hm greed my ak loss kr dete hn hmn chaeha hm greed ko cntrol my rkh k kam krn
                      • #206 Collapse

                        salaam janaab main to bus yehi kahoongi ke dekhain agar aap rules follow karaingay aur her cheez ko us ke tareeqay se karaingay to aap ko loss kiun hoga aur agar ho bhi jaye to aap ko haar nahi maanni chahiye hai koshish karte rehna chahiye hai aik he loss mein trading chorni nahi chahiye hai
                        • #207 Collapse

                          I heard these numbers a lot of times and i think they are true , most traders are no serious enough about this business and are not being enough patient and disciplines thus therefore they are not successful as Forex traders .
                          • #208 Collapse

                            forex bussiness me aksar yeh dekha gaya hai ke trader ke pass ek to kam knowledge aur kam experince ka hona yea fir bahoot se trader jada kamane ki lalach me overconfident me trade karke apne account ko loss karte hai.
                            • #209 Collapse

                              Dear i think loss ki buhat sari reasons hain. But forex main sb se ziada loss greed se hota hai jb aap ko profit earn krnay mein jaldi hoti hai aur aap apna decision short term basis pe krtay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                lack of knowledge or greedinessor jald baazi yeh sab kuch factor hain jin ki wajah se loss mostly loss hota hai .. or tarading chorni nhn chaye balke loss se seekhna chaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X