forex main loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    dear chahe forex ko ya koi or business ya kam sab loss ho sakta he is ka matlab yh nahi he ke hamko ak dafa los ho toh ham usko chor den jese akas log galti karte hen is lie aesa nahi krna chahiye hamko learn karna chahie or apni mistake ko dekhna chahiye ta ke loss na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Forex trading main dosto jhan hamain bahter trade laganaysay profit milta ha whan hamain mistakes karnaypar is main lloss b hota ha or ham apnay loss ko is tarha rok saktayhain kayis main ham mistakes na karain or apney mmistakes par work karain .
      • #183 Collapse

        yar dekho sirf Forex me nahi hota ha.. har kise me loss hota hai yaha tak apna kam b start karo gy yh job b to ap ko loss b hoga or proft b hoga , jab tak los nae hoga to profit kasey hoga. dost kuch socho profit s phly los karna parhta ha
        • #184 Collapse

          I want to ask you a simple question as you did. Every undivided somebody of this domain knows and agrees that demise is sustain and every psyche has to appreciation the taste of modification so now my head is that If we copulate that we are gonna die then who we are extant for? why are we eager for success and money a insensitive body doesn't beggary anything. This is the idea that I craved to swan you that plane if something has risk that doesn't mean you shouldn't ffdd
          • #185 Collapse

            dear Dosto, bohat saray log aisay hain jo real time may learning karna chahtay hain, to un k lye mera aik mashwara hay, wo yeh hay keh jab bhe ap learning karnay ka irada karo to ksi bhe aik field ko pakar lo thanks .'';
            • #186 Collapse

              bhai jan forex ik real business ha or bhot he riski ha or agr ap ko is man kamyabi hasil krni ha to ap ko loss se bachna ho ga loss q hota ha ? loss any ke wja hmara knowlige hota q k hum bna koch sekhy bna larn kiy hum trading krty han to loss to hota he ha
              • #187 Collapse

                dear agar ap market ko smjhte nhn ho aur seekhte nhn ho tu loss ap zror karo gy asya ho nhn skta k aik shaks ya trader bina seekhe es business se achiii earning kar jaye ap ko chahiye k ap es ko seekho ta k ap ko kabii b es nmai loss na karna pare,,,
                 
                • #188 Collapse

                  no hafsa dear loss to hota rahta hai lakin hamy is ko mzed bahter bnana hai is ko chorna nahi hai hamy dekhna hai ham ne kahan misteks ke hain jis ke wja sy hamy loss hua hai un ghltyon ko thek kr k ziyada sy ziyada knolage hasil krna hai taky ham next jo kam kren us me loss na ho balky success full hun loss sifr usi ko hota hai jis k pas knolage or experiernce nahi hota
                  • #189 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
                    guys mera sawal heke forex me loss q hota he or agr hoto kya hume trading chordeni chahiye plz apni advice dain.
                    bhai jan
                    mn hamesha new trader aur trader ko ye hi mashwara deta hn
                    k wo lalach na karen
                    agr ap is py control kar len gy to ap ko kabi loss nahi ho ga
                    • #190 Collapse

                      forex may loss hamaisha ap ki ghalti ki waja say hota hai. loss hone ki waja kam experience aur emtional trading hona hai. start may 1 2 trades say hamay profit milta hai ti hum samjhty hain k hamay trading agai hai aur aglay he lamhay market ap ko lay doobti hai. is ka ye matlab bhe nahe k ap trading kerna he chor dain. is ka hal hai k ap is ko ache terhan leran ker k aye then ap ka loss kam say kam ho jaye ga
                      • #191 Collapse

                        jnb ya bt thk ha kuch log asy ha jo lalach may a ky trading karna shuo ho jaty hain aur un ko loss ho jatha ha is say bhatr ha phly trading ky bary may seekha jay aur is ky bary may tmam ilam apny senior ya kise dost sy pouch sakhta ha aur ya forex ak bunsiess ha is may loss ya profit hota ha milstka kar ky insan ko pta chalta ha ky wo ky kar raha ha ky nai
                        • #192 Collapse

                          g nai humain yahn par apni khosish jari rakhni chahye awr loss tw kamyabi ki pehli srehri hoti ha awr humain apany loss say experience gain kar kay kam karty rehan chahye awr success hasil karnay kay liye bht zada hard working bbhi karni chahye.
                           
                          • #193 Collapse

                            technical analysis may bohat sari branches hain, koi si bhe aik pick kar lo, aur us par he tawajja do trading ati kitna experince or market analysis ka pata ya nahi
                            • #194 Collapse

                              dear forex mai loss tu hota hy aur wo b ap jab es business ko seekh k karain gain aur loss ko ache se seekh k phr agar ap trading karian gain tu ap es mai kamiyabiii ki tarf jaye ga es liye ap ko mehnat karnii cahhiye,,,
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                sab se forex trading start karne se phly humain learning buhat zarori hai hmry pass knowledge hona chahy ach skills hone chahy phr trading karni chahy knowledge ki kami ki waja se b humain buhat loss hota hai is k ilwa huma ghaltian kar jaty hai or loss kar lety hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X