forex main loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    dear friend forex main loss hum ko haamri kam knowledge experience or hardworking na kerne se hota hai is ke alawa greed bhi hum ko loss karata hai hum ko chye ke loss hone ke bad forex chorde ke bajay appne loss ko learn Karin tab hi app forex main success hasil kersakhte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      app ko trading nahi chorni chahiay app loss say es tarikay say bach saktay hen kay app kay kesi experience banday say information len kay kia chezain zarori hen to avoid losses. han aik or baat jald bazi na karen. forex market ki knowledge rakhen or market analyse kia karen. is tarha ap loss say bach saktay hen.
      • #153 Collapse

        nae hamein tradi ng nae chornin chahiay kiun k loss k bghair to koi b business apko kahien b nae mily ga.. just do your work with full concentration and do not worry about that if you face loss once there are thousand ways of success..
        • #154 Collapse

          brother mery khyal se to business mein loss or profit hota hi ha agr ham koi b business krain to hamin is mein loss bhota ha or profit b hota ha isi trha forex b eik business ha jis mein hamin is mein loss b hota ha or profit b hota ha loss b hota ha ye eik business ka hisa hota ha agr loss ho b jay to is mein hamin preshan nahin hona chahiye apna kam krty rehna chahiye
          • #155 Collapse

            Dosto, bohat saray log aisay hain jo real time may learning karna chahtay hain, to un k lye mera aik mashwara hay, wo yeh hay keh jab bhe ap learning karnay ka irada karo to ksi bhe aik field ko pakar lo, agar ap technical analysis may interested ho to wo kar lo, aur agar fundamental analysis may interested ho to wo karo.
             
            • #156 Collapse

              good question ke forex me loss kue hota hay to iska jwab ye hay ke forex me loss tab hota hay jab ap forex me trading ya to bgair knowledge or experience ke shuru kar dete hen ya phir apne knowledge or experience se barrh kar trading kartay hen yani over trading kartay hen or lalacha me perr jatay hen k jaldi jaldi bohat sara paisa kama liya jaye agar ham loss se bachna chahtay hen to heme apne knowledge or experience ka mutbaik he trading karni chahye lalach se bachna chahye or patience se trading karna chahye or agar loss ho bhi jaye to trading ko chhorne ke bajaye ainda is tarah ki galtiyon se bachnay ki koshish karni chahye que ke ye ek profitable business hay or ap ki financial condition ko behter karnay ki salahiyat rakhta hay
              • #157 Collapse

                Nahi agar trading mein kabhi loss bhi hota hai to usko samjhna chahie k us loss ki wajah kia thi apni technique to analyze karo k kahan mistake hui apse then usay solve karo.
                 
                • #158 Collapse

                  forex mein 1st cheez loss hai bad mein Profit hai q k jab bhi ap koi order karty hain sab se phaly ap loss mein jaty hain is liya srif yeh nhi samjhana chahy k forex mein srif profit hoti hai yaha par loss ziyad hota hai
                  • #159 Collapse

                    brother forex trading ma ak nae 5 se 6 cheazo ki waja se loss hota hai ak to ap k pass experience nae hai aur forex market k bary ma knowledge b nae hai ap greed karte hai aur emotion per ap ka kio control nae hai ye sub chaezy loss ki waja banti hai aur loss hone k bad hum ko forex trading nae leave karne chaye
                    • #160 Collapse

                      is kam main apko koi loss ho bhi ni sakta is main ap agerr koi bonus bnate bhi hain to who bohut save rahte hain koi bhi apke bonuss ko kuch ni kerr sakta is kam main koi bari bat ni hai is kam ka bohut faida hai .
                      • #161 Collapse

                        loss part of forex and all will be fine with focus and all need a process and we have to learn the things we can't process all need and indeed part of the trading loss and we must eliminate it in our trading.
                        :o
                        • #162 Collapse

                          Loss is the part of the forex trading business and we can learn from our mistakes, and gain more knowledge and experience day by day if we try to learn from our mistakes and loss, loss makes us strong and more confident. and help to earn more.
                           
                          • #163 Collapse

                            Dear friend ji haan humein forex trading business mein loss iss liye hota hai kiyunke hum beghair experience aur knowledge hasil kiye trading start kerdetay hein aur loss ker bethtey hein.
                               
                            • #164 Collapse

                              Dear friend friend loss tou her business mein hota hai aur forex trading business mein bhi profit aur loss chalta hi rehta hai aur agar hum iss ko seekh ker karein tou humein profit hoga.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                dear profit and loss is the main part of every business and when we open trade against the forex trading market then we go into loss so we should always careful about our trading and try to learn all techniques and strategies of forex market then we can earn profit from forex market

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X