forex main loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    It is the rule of every business in the world that we can earn and loss both are must but we should not be dis hart from loss. I think that the main reason behind our loss is that we don't learn trading properly and hurry for earning and while trading we become puzzle and work with greed.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      assalamu alaikum dekhin mere bhai loss or profit to har business ka hissa hota hain..forex bhi aik business hain is mein bhi loss or profit factor shamil hain..but mere bhai loss honein ka bad forex ko chorna sahe ni hai kiun ka loss to expeirnced trader ko bhi hota hain buut experinced trader us loss se sabak seekhta hain or future mein us se bach ta hain jis se wo kamyab hota hain.
      • #108 Collapse

        loss hmain hmari mistake ki wjha sy e hota hai wrna hmain loss nae ho skta haan agr hum galt trade lga dain to bhi bohat loss ho jata hai eslye hmain daihan sy kaam krna chahye
        • #109 Collapse

          forex tradiong me loss hi bahut sara hota hai isliye aapko sabse jyada demo tradin me aapko bahut hipractice karte rahane padega taki apako bahut sara proifit mile aur aapkokabhi forex trading me loss ka samana na akarana padega aur aap bahut sara prfit karenge aur loss hone ke bahut reason hai jese ki gredd sabse bada reason hao loss hone ka forex tradingf me
          • #110 Collapse

            Forex mai loss apki apni mistakes ki waja se hota hai, us loss se apko seekhna chahiye na k dil chota kr k us kam ko chor dena chahiye, aj loss hai tu kal profit bh hoga yehi sochte hue apni mehnat krte rehna chahiye
            • #111 Collapse

              janab forex main is liye loss hota hai ke kuch trader without experince real account main trading start kar dety hain jis ki waja se unhein loss hota hai ager hum experince gain karne ke bad forex main trading karein to humy loss nahin ho ga.
              • #112 Collapse

                forex main humein har waqt loss ka darr rehta hai. iss liye jo banda loss ko bardasht nahi kar sakta uss ki forex trading main koi gajah nahi hai. humein forex main kabhi small losses hotay hain aur kabhi big losses bhi ho jatay hain. lakin hum agar iss ko loss ki wajah se chor dein gay to hum kabhi bhi aik successful trader nahi ban sakein gay iss liye humein himat nahi harni chaiye.
                • #113 Collapse

                  jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and forex may loss greeds ki wajaah say hota hay
                  • #114 Collapse

                    forex mein loss b hota ha jis se hum ko again mehnat krni chiye himat ni harni chiye age knowledge acha hoga to hum ko loss ni ho ga
                    • #115 Collapse

                      Dear dekho yeh aik business ki tarha hai is mein profit bhi hai or loss bhi . ye ap pay depend karta kay apko kasi trading ati kitna experince hai apka trading ke baray mein .Is ko continue rakhna chaiye or mistake s ko sahi krna chaiye .......
                      • #116 Collapse

                        Mere bhaai forex trading business bohat ziada risky busienss hy or is mein loss hona ek normal si chezz hy.. foirex mein loss ek important part hy forex ka jo ke her trader ko hota hy chahe vo kitna hi acha or well q na ho..
                        Dont Spam The Forum.. ..

                        :(I hate Spammers..:(

                        ;)Make Bonus Of 200 USD;)
                        • #117 Collapse

                          forex ma hma loss tab hota ha jb hma trading ka bra ma itna zyda exprience na ho hm trading ko seekha smja bgar start kr dta han us sa hma loss ho jta ha hma chya ha ka hm jb trading start kran is ki pratice kran us ka bad start kran agr kbi loss ho b ja to hma dil nai chota krna chya ha himt kr ka trading krni chya ha
                          • #118 Collapse

                            forex main loss us wqt ho ga jb app ko markeet ka rate aur bid sahi lagani ni aati tu app ko loss ho ga jis sea app ziyad earning bi ni kr saktay hain
                            • #119 Collapse

                              Assalam-o-Alaiqum, Forex trading me loss ki waja mere khayal se apni na ehli hai k ham market ko nahi samajh s=patay ghalti karty hain sai nahi samajhtay tou zahir hai phir loss hojata hai lekin hamain trading chorni nahi chaiye blk thoda rest lelain break lain phir kch arsay baad dobara shuru karain..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                forex main loss majburi hai bcz ye bhi ek buisness hai or buisness main loss hota hi hai or loss se hamin pareshaam mahi hona chahie because we learn from our mistakes... trading ka chahe kitna bhi experience ho ya kitna bhi expert ho loss to hota hi hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X