forex main loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Asalam Alaikum brother...me yahan new hun n jahan tak mjhe is baray me knowledge hai wo ye hai kay aksar logon ko forex me nuksan is waja se hota hai kay wo sirf zyada se zyada earning karna chahtay hain aur knowledge hasil nhe karte tabi unhe loss hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Loss humhe tab hi hota ha jab hamre pass knowledge bhot kam hoti ha jis ki waja se hum trading samjh nahi pate ha aurr loss ho jata ha is liye humhee zoyada se ziyada knowledge gain karni chiye
      • #63 Collapse

        The business is part of profit or loss.... :( agar business me loss hota hai to is se hume mayoos nhi hona chahye or umeeden nhi chorni chahye
        • #64 Collapse

          Dear Forex mein loss ki kafi wajohat hain lekin Forex mein loss ki main wajha greed hai , humain greed sy avoid karna chaiye taky hum loss sy bach saken, agar kisi trader ko is mein loss ho ajey to usy Forex ko chorna nahin chaiye balky jis galti ki wajha sy loss hua hai us galti sy learn kar k Forex py work karty rehna chaiye.
          • #65 Collapse

            bhai forex trading aik bauaht aacha business bhai forex app ko loss bilkul ho sakta hai agar app kay pass forex trading ki knowledge bauhat kam hai ya app iss business kay liye hard working nahi kar paa rahay ho ya app apnay emotions ko control nahi kar paa rahay ho yeah sab cheezien app ko forex main loss day sakti hai
            • #66 Collapse

              Forex trading me loss hamesha trader ki kisi ghalti ki waja se hi hota he ab wo ghalti chahe lalach ki ho, knowledge ki kami ki ho, analysis ki kami ki ho ya phir trader me sabar aur bardasht ki kami ki ho.
              • #67 Collapse

                Nahi agar trading mein kabhi loss bhi hota hai to usko samjhna chahie k us loss ki wajah kia thi apni technique to analyze karo k kahan mistake hui apse then usay solve karo, takay phr dubara apse woh ghalti dubara nahi ho
                • #68 Collapse

                  bhai jan mjhe is k bary me nhi pta hai k forex me loss q hota hai bcox me forex me new user hu is liye i hav no idea.....?????????
                  اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
                  guys mera sawal heke forex me loss q hota he or agr hoto kya hume trading chordeni chahiye plz apni advice dain.
                  • #69 Collapse

                    mera bhi foerx trading business ek asa business ha jis ma ap ko loss b ho sakta ha or profit b is liye ap ko chaye k agar loss ho jay to ap ko pareshan ni hona chaye balke tray tray again krna chaye or apna experience use krna chaye or zayda time dena chaye taka ap kuch learn kr sago
                    • #70 Collapse

                      forex main loss say humy preshan nhi hona chahye q kay loss bhe es business ka hisa hay trading chorni nhi chahye bulkay pehly say zada hard work karna chahye or jis waja say loss hota hay wo mistake dobara nhi karni chahye ta kay phir say loss na ho
                      • #71 Collapse

                        dear friend i think froex business amin loss ki main reason greed hae because forex business online marketing business ahe es main loss and profit ki koi limit nahi hoti and i believe many user greed ki waja se trading main apna balance loss kar dete han
                        • #72 Collapse

                          forex me loss hony ki kafi waja hosakti hai jasy ky ap ky pass experiance kam ho ap ky pass information na ho market ki ya ap luck per khelna chahty ho jis ki waja sy ap ko loss hosakta hai isi lye ap ko chahiye ky ap kafi learning kary us ky bad hi ap trading kary jis sy ap ky nuksan hony ky chances kam hoty aur profit ky chaces barh jaty hai phr ap ki mehnat per b depand karta hai profit
                          • #73 Collapse

                            forex mai loss or profit hmari qabiliyat pr depnd krty hai agr ap k ps experince hai trading ka tu app ko profit zarur ho ga agr ap ny demo acunt use ni kiya tu ap ko loss ho ga zaida.
                            • #74 Collapse

                              My dear friend duniya ka har business main loss hota hai tu us ka maltab yeh nahi hai ka app business khatam kar dan yeh chorden is ka yeh hall hai ka app jo galti ho hi hai us ko dobar nahi kar rah aur agar app ko Forex trading main loss hota hai tu koi baat nahi app pir apna account recovery kar sakta hai agar app stop loss use kar ta hain tu
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                we can covering deth due tio ower miss takes and not by sitting time with this by py play if we make with this busniss with rumbling of concentartion so surely we module not get decline in hippy resson
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X