forex main loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Assalam o alaikum. Sister loss or profit to har business may he hota hy ager aap aise he haar man k sab chorte raho to kabhi agay nahi barh skte, islye meri advice ye hy k forex ko chorna nahi chahye balke or zyada hard work kerna chahye..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      forex mein loss part of the business hai.loss mein tension lana aur loss day sakta hai aap ko.loss ko minimum kernay k liya stop loss use kertay hian aur loss itna he kerain jinta aap efforad ker saktay hain.forex mein profit aur loss sath sath he chaltay hian loss say parshan hoo ker trading nahi chor dani chayae
      • #48 Collapse

        forex trading is just like a business q ke business m bhe aap investment kartay ho aur phr profit hota hai ya loss to forex m bhe loss hota hai lekin ismein yeh achi cheez hai k aap ko koi apni pocket se investment nai karni parti
        • #49 Collapse

          no ,forex is not main loss.Forex is a very easy business.it is international business.all new trader can do the earn to huge money in the forex market.if you laern to about forex amrket and you are success trader.so it is a false talk.
          • #50 Collapse

            trading mein kabhi loss bhi hota hai to usko samjhna chahie k us liya is working main khud experience haseel kare take humy kam say kam loss ho or hum apni loss ki wajah kia thi apni technique to analyze karo k kahan mistake hui apse then usay................
            • #51 Collapse

              aaaaaaaa aaaaaa ssss ddddd fffff vvvvvv bbbbbb rrrrrr aaaaa qqqqqqq zzzzzz rrrrr ttttt zzzzzz xxxxxxx qqqqqq aaaaaa zzzzzzz xxxxxxxx ccccccc vvvvvv bbbbb bbbbbbb bbbbbbbbbb cccccc xxxxxxx aaaaaaa sssssss aaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaa............................
              • #52 Collapse

                Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main loss honay ki bohat si wajah hoti hain jesa kay careless hokar trading karna aur achi tarha say learning nahe karna ya experience ka na hona is sab wajah say loss hojata hay
                • #53 Collapse

                  dear trading main loss is waja sy hota hai k ap ko trding k liye important batun ka ilam ni hota. and mery khayal sy agar aik bar loss ho b jay to trading ni chorni chahiye because trading aik business hai aur business main kbi kbi loss ho jata hai kamyab trader wo hai jo apna loss pora kr ly.
                  • #54 Collapse

                    dear forex me hmen loss hmari apni he mistakes ki waja se hota hai agar hmare pas forex k baray me acha knowledge ho to hm in mistakes se bach sakte hn or is k ilawa ap ko experience b hona chahiye or market analysis ka pta hona chahiye
                    • #55 Collapse

                      forex ma jo loss hota ha vo hamay apni ghaltio ki vaja sa hota ha agvo ghaltiya na ki jay to nuksan hahi ho ga or profit hona laga ga or loss nahi ho ga
                      • #56 Collapse

                        Dear forex aik online business hai agar hum without knowledge practice or learn kiye bina is ko join karay gai tu humein loss hi hoga profit nai sab se bari waja loss ki without practice hai...
                        • #57 Collapse

                          ji han dear forex me los is ly hota k ham trading ky bary me pore tahra nhi janty is ly hamy los hota agr ye soch ly k los hora hy or trading chor dy to ye galt bat hy ku k los to har karo bar me hy.....
                          • #58 Collapse

                            forex mai loss bhi hota hai or profit bhi. forex mai loss ki waja apki apni mistake sabit hoti hai ap bina soche samje over ho kar ye kaam karo gy to loss hi hona hai is liye apni mistakes ki correction kare or loss se bachen.
                            • #59 Collapse

                              g nahi humey ager loss ho b jaye to humey trading nahi chorni chahye q k trading karna bht acha hai humey is sy bht si knowlegde hoti hai so interested.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Assalam-o-alaikum.... forex trading ek risky business hai... aur is main apnay ap ko manwaanay kay liye experience bohat zaroori hai... ziada tar loss trading kay baray main knowledge na honay say hota hai...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X