What is emotional trading??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is emotional trading??
    Dear forex members jesa k hmen pta ha k forex trading aik mushkil aur mehnat Wala business ha lekin us se brh kr ye k ye aik cool mind business bhi ha ham ismein jitna emotional ho k trading kren ge itna hmara loss hoga.forex business m kbhi bhi emotional trading successful nhi ha forex business hmesha cool air fresh mind k sath Kia jata ha aur bht soch smjh k Kia jata ha.jitny mrzi AP emotional ho k trading kren apna loss he kro ge so plz be patience and cool mind in forex trading.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear main app sy itaafaq kerta hon bhai jaan app sub ny billkull theek kaha forex trading main emotional trading ka matlib jb app ko loss ho to stressed ma aa k galt decision ly k loss zeyada kerna ya fir jb kbi app ko profit ho to over confidence main wrong decision ly k loss kerna humy emotional pe conterol kerna chaheay
    • #3 Collapse

      G bilkul forex trading is not easy job is m Ap ko physical tough time a aur neatly aur aksar Jb hum trading m loss m ja rhy hoty hain to hum emotion Ma Ha kr Koi aur trade open kr lety hain lekan hum jazbati o kr trading open kr dety hain begair Anylsis k is liey Ap Jb b loss m jao to apny Ap ap ko prskoon rakhy aur agr loss o jata a to emotional o kr mazeed loss na kary
      • #4 Collapse

        g dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih traders hazrat ko trading kertey waqt achi tarha becool mind ho ker or in ko apney emotions per control ker kih trading kerni chachye is sey traders hazrat achi tarha apney emotions ko control ker kih trading kerni chachye is sey achi tarha profit kama saken gey .........
        • #5 Collapse

          aap ki baat bilkul theek ha emotional ghaltiyan zyada tar logon se hoti hain jo kisi bhi business ma nuksan ka baes banti hain. ma forex main naya hu or aap ki post nae logon k liye bht useful ha is liye aap ka bht shukariya asi post karne ka or bhi is tarah ki postain karte raha karain ta ke nae logon ko bhi sehi trading karne ki samj ae
          • #6 Collapse

            Of course friends, forex main kamyabi k leay emotions pa control karna lazi hota hay...jo members apni trading main patience show kartay hain woh hamesha kamyab ho jatay hain aur jo emotional hotay hain woh kabi bi kamyab nai hotay...so friends kabi bi emotions ko apni trading main na lain.
            • #7 Collapse

              Dear friend forex trading main agar hum imotionaly kam karen gay to as main kameyab nahi hongy hamary woh trade kabhi bhi sucsesful nahi hi sakti go hum imotionly ho k karen gay as leye agar hamen as busnes main kameyab hona hy to hamen sereasly kam karna hoga ges say hamen kameyabi hogi
              • #8 Collapse

                Emotional trading kabhi bhi successful nahe ho skati aur na he ye assii trading aap ko kabhi kamyab honay de gi so humay hamesha emotional trading se baaz rehna chaiye cause emotional hokar trader greedy hojata hay aur greed nuksan deti hay trading hamesha best nazmo zabat kay saath karen tarikay kaar se then aap kamyab hogay har surat
                • #9 Collapse

                  G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k forex trading main agar ap kamiab hona cahte hay tou ap.ko cahiay k ap.bilkul bhi emotinal hi kar trading na kare bilkul relex hon kar aur cool mind ho kar trading kare isi main ap ka faida hay jidar ap zara bhi emotinal ho kar trading karte hay udar hi ap ko loss hota hay aur trading aik aesa business hay jis main ap ko relex rehna parta hay tabhi ap achi earning kar sakte hay warna ap ko loss ho sakta hay
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning karni ha to per hum ko forex pa bohat achi tara trade karni hoge es leya ager hum achi trade karna chata ha to per hum ko apna emotion or lalach ko control ma rakna hoge es leya hum ko chahaye ka hum emotion ko control ma raka to per hum ko bohat achi earning hoge.............
                    • #11 Collapse

                      forex trading main jub hum trading karny main jald bazi karty hain tu es ka hmain kbhi bhi profit nahi milta hai es liye hmain es bat ka khas khyal rakhna chahye k hum apni trading main jald bai ko khatm karty hwoe trading karen ta k hmain es main acha profit mily or e sse yah hota hai k hum sub palning kar k trading karen jis ka hmain faida ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        You r right emotional trading say sirf apna he nuqsan hota ha meray khayal main emotional trading say avoid krna chaeay hmaesha cool aur fresh mind k sath krni chaheay. Agr hmain aik trade main loss ho raha ho to bjaye k josh say kaam lain hosh say kaam lena chaeay aur jitna ho skay emotional trading say bachain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X