hum sab janty hain keh forex trading mein kisi ek chez ki zarurt ni hoti balkeh kafi chezon ka hona zaruri hai un mein kuch yeh hain in sab ko zehn me rakh ker ap trading krni chahye:
1. sab se pehle jo chez chahye ho g wo hai knowledge apko forex trading k hawaly se mukamal knowledge hona zaruri hai
2. experienced trader se contact hona zaruri hai jis se ap sath sath mashwara ker sken
3. Demo account per 2 se 3 month practice zaruri hai us per practice krne k bad e ap work start kren
4. jab ap kam start ker den to us per focus kren aur regularly kam start kren na k kabhi kabhi
5. kuch ikhalaki chezon ko bhi zehn me rakhen jaisa ke lalach na karna sabar se kam lena
ager apki nazar mein koi aur bat ho to zarur share kren.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим