trend identify kernay ka tareeqa (full guide)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trend identify kernay ka tareeqa (full guide)
    dear yeh thread may un logo kay liye bana raha hu jo newbies hay yaani jinko sahi say trading nahin aati kay aap ko ager trend identify kerna hay to iss ka aasaan sa tareeqa hay Click image for larger version

Name:	chart.PNG
Views:	1
Size:	407 بائٹ
ID:	12462130 jesay kay aap iss pic may daikh saktay hain kay jab aik candle pichli teen candles say bari banay or last candle kay level kay baraabar banay to wo trend indicate kerti hay jaisay kay iss picture may green candle pichli teeno candle say bari hay to iss ka matlab yeh upward trend ki indication hay issi tarah ager yeh candle red hoti to downward trens ki indication hoti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aap ne bilkul theek kaha hai jab bhi aise situation ho tou uss se aap ko market kay trend ka pata chal sakfa hai aur trend ko dekhnay kay lye aap moving average ko bhi use kar saktay hain woh bhi aap ko sahih trend bataye ga
    • #3 Collapse

      Jee bhai bhot achi bat ki apnay hmn trend ko dekh kar uc parr treding karne chahye ic sy hmara los honay kay chnces kagi ziadaa hadd tak kam hajty hein - aur yehe chz ehaam hoti hy kay hmara kam sy kam nuqsaan ho aur ziadaa sy ziaadaa munafaa ho - lehazaa nayee anay walay treders ko chahye kay wo sab sy pehly trend parr amal karein uc ky bad reversals per ayein ic sy un kay andar behtri aye ge
      • #4 Collapse

        Gee haan bhai trend ko identify karnay kay bahut se tareeqay hain lakin aap ne yeh naya tareeqa bataya hai jomkay bahut asaan hai aur yeh bahut achi information hai specially new comers kay lye jo iss maheenay trading start karain gay
        • #5 Collapse

          Dear ur good suggestions Es say market ka trand pata chalta hai hair 1 ka experience ka visions chang ho ga but PARABOLIC INDICATER very nice worked it and teel us dictation us main jhan star show washin say moment btnay gi wo position chang kray ga
          • #6 Collapse

            Bhai ap ny trend ko bari achi tarah define kia hy bohat sary log trend ko identify nai kar sakty and isi liye loss ho jata hy agar hamen sahe tarah sy trend identify karna a jy to ham profit earn kar sakty hen and long term trend ko identify karny k liye behtar hy k chart ko h4 ya d1 ma dekha jy aa
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
              dear yeh thread may un logo kay liye bana raha hu jo newbies hay yaani jinko sahi say trading nahin aati kay aap ko ager trend identify kerna hay to iss ka aasaan sa tareeqa hay [ATTACH=CONFIG]4522[/ATTACH] jesay kay aap iss pic may daikh saktay hain kay jab aik candle pichli teen candles say bari banay or last candle kay level kay baraabar banay to wo trend indicate kerti hay jaisay kay iss picture may green candle pichli teeno candle say bari hay to iss ka matlab yeh upward trend ki indication hay issi tarah ager yeh candle red hoti to downward trens ki indication hoti
              aapne bahut acchi information dehydrator score in reading kar Sakenge aur Market ke trend ko bhi acche se Samadhi Sakenge aur Kafir profit banana Sakenge
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Bahut achi information di hy ap ny ,aisy thread agar is forum p aaty rahain to new member ko is cheez ka bahut ziada faida ho ga unko,aur ap ki is information ko main mokamml trading main trading k doran lagoo kroo ga aur baqi member sy bi request kroo ga k istra k threads ko aik dafa zaroor trading main lagoo kia kro agar faida ho to continue kr lia kro ni to next strategy ko talash kr k usko follow kro
                • #9 Collapse

                  g han bhai api bats hai or main apki bat se agree ha hai jub hun forex trading main jub hum trend ko find out karty hain tu hmain es main candle ko follow karna hota hai es main humary pass acha experince hona lazmi hai jub hum canlde ko follow karty hain tu knowledge ka hon aboht zarori hota hai
                  • #10 Collapse

                    trend ko jan kar trade karna bohat zarooori hota hay agar hum trend say out ho kar trade karen gay to hum market main earning nahi kar sakty ulta humay market main loss ka samna karna parta hay humay chahiye keh trend ko indicators ki madad say maloom karen then humay then humay us trend ko follow karty huway he trade karni chahiye
                    • #11 Collapse

                      jee han bahi aap ny boht achi information share ki hai aor humin chahyee ais tarah ky boht sy tareeky hum seekhin jin sy hum ye pata laga sakien ky trend ab kiya hoo sakta hia aor ais tarah hum apni trade ko profitable bana sakty hain aor jitna hum seekhin gy utna faida uthaeen gy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        bilkul agr ap apne trend ko identify kr le to ap ki trading m boht bahter hune k imkaan barh jye ge jis se ap ki earning bhee zyada ho gi aur ap forex m success bhee ho jye ge aur trade start krney se phle ap ku trend ka analysis kr lena chhye ta k koi lossing na ho

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X