Money Management and Risk Management is the Most important Part in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management and Risk Management is the Most important Part in Forex Trading
    Dosto Forex trading mein aap us waqt tak kamiyab nahin ho saktey hein jab tak keh apke pas Aik Strong Money Management and Risk Management na ho. Hazaro log forex mein aye aur loss karke chaley gaye, Un sab ki wajha yehi thi ke unke pas koi Money Management Plan nai tha, isliye mein sab dosto ko yeh mashwara dunga keh aap forex ko achi trha se learn karen aur Money Management ko Follow kartey huwe trade karen Main Apko Guarantee deta hu keh aap kabhi bhi loss nahin karengey.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan brother yeh hi trading kay dou main issues hain kay jin per kaam kar kay hum apni trades ko kamyaab bana saktay hai money management mein apnay account balance kay hisab se trade adjust karain aur risk management mein risk factor ko kam karain
    • #3 Collapse

      Dear money management yeh hai kay jab bhi aap trade lagain tou apnay capital kay hisab se minimum lot size kay sath trade manage karain aur best currency pair ko select karain aur agar aap money management ko theek se kar letay hain tou aap ka risk automatically manage ho jata hai
      • #4 Collapse

        Bilkul sahi kaha he apne aik achey traders ke ander yehi khoobian hoti hein aur inhi k throug hi aap aik achey trader kehlwatey aur ziada dair tak market mein enter reh saktey hein warna aap bohot hi jald wash ho kar market se kick out ho jatey hein..
           
        • #5 Collapse

          Dear apki bat bilkul thk hy k kafi log forex me enter hoy invest ment ki lkn loss kr k chly gay uski main waja b yahi hy k unho ik to forex ko sahi tara sekha ni or dosra sath us ky money managment ni ki q k forex ik online business hy jo k ik risky hy is me profit b ata hy or loss b hota hy is liy ap log phly forex ko achi tara sekhen usky bad money managment kren or is k sath risk managemnet b kren jab ap in dono ko manage kr k trade kren to ap kamyab trader ban skty hyn
          • #6 Collapse

            forex trading aik risky business hai es liye hmain apni tradingmain apny account or apni money managmnt ko save rakhty howe trading karni chahye jis se hmain kisi bhi traha ka koi bhi loss na ho or hum apni trading main apny account ko bhi save rakhen es k sath sath apni money managmnt ko bhi qaim rakhty howe trading karen
            • #7 Collapse

              agar hum money managemnet karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen hoti hay es business main jitna ziada hum risk lain gay us lehaz say he hum earning kar sakty hay humay chahiye keh kam say kam risk lain tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay tab he safe earning kar sakty hay
              • #8 Collapse

                Esa hi hai hum Forex Trading main tab tak successful nae ho skte hain jab tak hum Money management or Risk management ko nae smj lete hain or isko sahi tara se follow nae karte hain ye hamare liye bohat hi zururi hai ke hum complete money management ko follow karte hue trading kariain to bohat hi best hai or hum forex main achi earning kar skte hain.
                • #9 Collapse

                  Forex ke business pay money management career Palace generate Kare long time ke liye investment Kare aap ko chahiye kya aap kabhi bhi kisi bhi time par profit generate Kare aur Kabhi Beech Mein Apne account ko Vash na hone De Jab Apne account ko wash kar lenge Tu yahan se aap kuch bhi earning nahi kar Payenge aapko Yahan Se Jyada Se Jyada capital generate karna hoga aur aap ko Kafi ho jayegi yahan se
                  • #10 Collapse

                    bhai ap ne bht achi baat batayi hai i agree with you forex trading mein yeh dono cheezzen bht ahmiat ki hamil hain ager trading mein kamyab hona hai to in dono chezon ki management krna ho g ek to money management aur dusri risk management log in dono per kaboo ni paty phir wo loss mei chale jaty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      yes main apki baaat say agreee akrti ho hazro kiya lakho log forex main loss kar chuke hain bhot log forex main apna pesa khatam kar chuke hain or main umeed karti ho k aaab koi or pak froum k memerbs loss nhe kare gy qk yaha say pak froum say jo learn kar rahy hain money mangment ko lazmi folllow karna chhaiye jaaab tak aap inhain follow nhe kare gy tu pher loss kar skte hain humhain money mangement ko lazmi follow karna hoga jaaab tak hum money mange k sath chale gy hum loss kabi b nhe kare gy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X