common mistake
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    common mistake
    Dosto ek common mistake jo mry samit sb krty han wo ye ha k hm apni loss wali trade ko close krny k lye hafto wait krty han mgr jasy he wo profit main ati ha ya profit wali trade ko jaldi close kr daty han jo k galat ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ap ki baat drust hay iskki wajah yeh hay k hum bai sabri ka muzahira karty hain jis sy humain loss hota hay humain chahiay k hum sabar sy kaam lain loss ya profit dono soorto mein ehtiat bartain.
    • #3 Collapse

      Dear ap ny bohot achi bat ki hy asay kay trader hain go loss wali trade ka hafton intazar karty hain aur pher gab dekhty hain k hamary trade profet ki taraf ga rahi hy pher os ko closs kar dety hain inhain asa nahi karna chahye profet wali trade ka profet bhi bharny dain
      • #4 Collapse

        Yeh sab wo traders kartey hein jinko is mein koi experience aur knowledge nahin hota hey aur na hi unke pas koi achi strategy hoti hey jab apke pas aik achi strategy hogi aur apka koi target hoga aap apne target ko follow karengey to apko loss and profit dono hi ko manage karna hoga.
        • #5 Collapse

          forex trading main ziada tar traders lalach karty hay aur es waja say bohat ziada loss kar lety hay agar hum es trha trading karen gay to esmain loss ki ratio ziada ho gi aur hum market main acha profit earn nahi kar sakty so humay chahiye keh esmain kam say kam lalach karen tab he hum market main achi earning kar sakty hay`
          • #6 Collapse

            Ap ne bilkul sahi kaha hia ye waqi main boaht zyda bari mistake hai ke hum itna zyda wait karte hain ke hamari trade profit main aye or jese hi profit main ati hai hum thora sa profit le ke side pe ho jate hain jo ke bad habit ha mare khayal se humain wait karna chaiye q ke agr hum ne hafto loss ka wait kiya hai to hafton humain profit bi to ho skta hai islliye hemesha wait ko prefer karian.
            • #7 Collapse

              jee haan bhai aap ny theek kaha hai ager hum stop loss ko use karin to phir humin lama haftoon ka wait nahin karna parta hai ky jab market wapis aye ge aor hum apni trade ko close karien ga ais liye aap thoora loss karwa ky trade close kar ky baki opportunity ko avail kar ky profit earn kar ky loss bhi recover kar sakty hain
              • #8 Collapse

                G haan bilkul trade ko close karny main ham bht jald baazi karty hain. Chahy wo new trade ho ya old trade ho jesy he thoty sy profit main aati ha ham usko close kar dety hain. Halanaky hamhain aisa nahe karna chahey. Kunkay jesa k aapne kaha b hai ham loss wali trade ko to hafton chalny dety hain lekin profit wali trade ko ham bilkul bhe nahe chalny dety. To ye ham nay apni adat khatam karni hak aur profit wali trade ka maximum faida uthaana hai.
                • #9 Collapse

                  Bahut Log Yahan Par Aakar yahan se Kuchh learning nahi karte yahan se Kuchh Sabak Nahi Sakte Hai Jiski wajah se Woh Yahan Par Aakar Bahut Si common type ki mistakes kar Jate Hain Yeh common mistakes in ko long time working karne ke liye Aage jaane ke liye koi Ve nahi deti hai isliye aaram se kaam kare
                  • #10 Collapse

                    commons mistakes insaan sy hoti rehti hn liken boys woh kamiyaab hoty hn jo apni mistakes ko behatr katy hn aur apni mistakes st lesson hasil karty hn aur dobara dpbara galti karny sy bachty hn boys agar hm sy trading mn ghalti hoti hy tu hmen preshna hony ki zrorat nh hmne mistakes sy bachna cahiya
                    • #11 Collapse

                      aksar jo log umeed pe tarde laga detay hain wo umeed pe hafton he uska wait kertay hain kay market unkay profit mei ajay gi essi chakar mei wo big loss le letay hain kabhi bhi apni trade ko itnay barray risk mei na lagaiyn agar barri news agai aik he trade mei account khaali bhi ho skata hay....
                      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                      PLEASE VISIT HERE
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Bil kul sahe keh rahay ho ap yeh bemari aksar new trader ko hoti ha lekin bar bar jb loss kr k account wash karwatay hain to thori bahut samjh a jati ha lekin agr hum forex trading main kamyabi chahtay hain to yeh adat hmain door krni ho gi. Hum jb tp lga lain to kam say kam 2 haftay wait krna chaeay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X