teaching ka asar!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    teaching ka asar!
    Yahan teaching se murad wo log hen jo forex me seniour most hen aor expert hen jin se hhm guide line lrty hen aor seekhty hen.koi trder jis expert se hidayaat ly raha he wo jitna expert hoga juniour bhi usi qadar acha expert bany ga. Is liy koshish honi chahiy k achy se achy expert se rahnumai len.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Salam dear i think that teaching has great impect on learning. Pehly learning phr earning k muhawry ko dekhty huy hmen pehly kuch seekh lena chahye
    • #3 Collapse

      agar hum kisi ko forex trading seekhay gay to bohat sari new cheezo ka humay bhi pata chalta hay aur hum market main bohat achi earning karn seekh sakty hay humay chahiye keh es business main khoob mehant karen aur seekhya aur seeekhaye tab hum esmain regular earning karna samjh sakty hay
      • #4 Collapse

        Teaching ka bohat asar hota hai or jo yaha pe expert teachers hian agr wo humain siahi tara se sikhate hain to humain bohat fida hai us se or hum bi achi earning kar skte hain forex se, Forex forum main bohat ache ache teachers hain jo humain guide karte hain Forex Trading ke mutaliq.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          g bhi mn ap ki bt sy agree hon aur samjh sajty hn keh yahn techers sy muraad forex mn jo seniors hn bilkul kesi bhi kaam mn agar teachers achy hon tu tu students bhi waisy apny achy teachers ki tarah abnty hn aur yahn bhi hmen ek achy aur achy knwoledge waly tachers ko select karna cahiya jo hmen acha sekaha saky

          اب آن لائن

          Working...
          X