loss sy kasy bacha jayee
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss sy kasy bacha jayee
    dear members jesa ky aap janty hain ky logon ka kehna hia ky forex main loss ziyda and profit kam hoota hia mai samjhti hoon ky ais main humari practice ki kahien na kahien kami reh jati hain ais ky ilawa mera apny seniors sy swall hai ais konsa tareeka hai jis sy loss ko kam kiya ja saky and profit ko ziyada
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear ap theek kah rahe ho forex main loog zayada unsuccessful iss lea hoty hain ke hamare market se na sirf expectations hoty hain balky galt expectations hoty hain hum smjhty hain with out practical knowledge hum tricks laga ke pasy kama len ge jo intehahi galt approach hai hamen chahye ke koe bhe set of rules banaen jiss main hum pore utar saken phr us ko demo py practice karen tab tak karty rahen jub tak ap demo py with rules trading successful nahe ho jty
    • #3 Collapse

      G bhai tek kha ap ne loss to hr kam main hota forex main loss k chances kafi ziada hoty han is lye hamesha apna SL laga kr tarde kro q k SL ap ko next day k lye market main rakhta ha
      • #4 Collapse

        jab new trader market main aata hai us ko shuru main boht sari loss wali galtio ka samna hota hai wo ek dum sari galtio 1 week main khatam nai kar sakta galtio new b banty rehty hai jo wo ek ek kar k loss wali galtian khtam karta jay ga 1 year tk wo 70% galtian khatam kar le ga trade b profit main janay lage gi sath main market ki movement ka b pata chal jay ga yeh kahan se aay thi ab kahan ja rahi hai
        • #5 Collapse

          Actually bohot hi ziada traders aisey hotey hein jo is mein greedy bantey hein aur wo chahtey hein ke hum raton rat hi ameer ho jayen to woh is lalach mein hi loss kar bethtey hein isliye ham agar aik proper money management k sath trader karen to mere khayal mein hamen bohot hi acha output milta hey aur ham market mein bohot hi ziada dair tak trading kar saktey hein Money Management is the most important part..
          • #6 Collapse

            dear forex member loss sy aap boht sy tareekoon sy bach sakty hain sab sy pehly to market ko achy sy smajh ky trade lagaeen aor ziyada trades aik saath na open karien pehly kisi aik market ko samjeen and loss ko kam say kam krny ky liye market main time guzarna boht zaroori hai and slowly trade karin to aap kafi had tak loss sy bach sakth hain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arisha پيغام ديکھيے
              dear members jesa ky aap janty hain ky logon ka kehna hia ky forex main loss ziyda and profit kam hoota hia mai samjhti hoon ky ais main humari practice ki kahien na kahien kami reh jati hain ais ky ilawa mera apny seniors sy swall hai ais konsa tareeka hai jis sy loss ko kam kiya ja saky and profit ko ziyada
              agar hum bonyus sy bchna chahty hain to us k liye zroori hai to hum proi hard working sy kam krain or kabhi bhi ba market ko daikhy trading na krain wrna hamain loss he hoga
              • #8 Collapse

                Asalam u alikum

                ji bhai aap ny saahi kaha hai ager hum loss se bachna chahty hai tu choti se choti lots per kaam keraingy tu kum loss hoga
                aur ager forex news ko achy se read kerty hai aur exchange rate ki jaan kari rakhty hsi to loss se bach sakty hia
                • #9 Collapse

                  Ji janab duniya ka koi aisa business nahi hai jis main loss na ho aise hi forex main bhi loss hota hai aur forex main bhi loss hota hai jis ki main waja lack of knowledge hai and galat stategies hain successful wohi hai jis k pas experience and knowledge hai patience hai is tarha loss k chance kam hain
                  • #10 Collapse

                    Assalam o alikum dear friend me ap ki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hy. forex trading me sab sy pahly to knowledge ka hona zarori hy 2nd loss kam ay to us k lye apny emotional or lalich pe qabo pana seekhna hoga ye 2 chezen hamary profit k dushman han.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arisha پيغام ديکھيے
                      dear members jesa ky aap janty hain ky logon ka kehna hia ky forex main loss ziyda and profit kam hoota hia mai samjhti hoon ky ais main humari practice ki kahien na kahien kami reh jati hain ais ky ilawa mera apny seniors sy swall hai ais konsa tareeka hai jis sy loss ko kam kiya ja saky and profit ko ziyada
                      Forex trading method with RK traders Indore se baat na chahte hain toh uske liye Jaroori Hai K traders Hamesha plan Karke trading Kare Agar bleeding Karenge to Ongole hoga
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        loss say bachnay ka sab say asan tariqa yahe hay keh humay esmain theak say money managemnet karna chahiye kyun keh money management kar kay he hum market main acha profit bna sakty hay es business main sabar kay sath kam karna bohat zaroori hota hay tab he humari trading achi aur behtreen hoti hay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          loss sy bachny kliya hmen pahly experi..... ko acha karna cahiya aur agar boys ap cahty hn keh hm loss sy bach saken tu mn ap ko btna cahon ga keh ap trading lagany sy pahly planing kren aur planing ky shaat shaat soch samjh ky trade lgain kiunkeh trading kliya hmen experi........ hona lazmi hy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X