Jis pair ka acha knowledge aor experience ho sirf usi py real trade kren?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jis pair ka acha knowledge aor experience ho sirf usi py real trade kren?
    Dear members ham demo account py practice jis pair py krty hain aor his pair k baray mn acha knowledge hasil krty hain tu hamen real trading mn bhe sirf usi pair py trade krni chahy tah hamry anaylsis, discipline, planing, knowledge aor experience hamri trading ko profit able bana suken aor hamri earning achi ho suky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai ap ne bohat he achy baat ke hai jiss bhe pair ka ap ko experiance ho ap ko us py trde kary chahye iss se ap ka experiance bhe shamil he haal ho ga aur ap focus bhe kar paaen ga apne trades py iss lea ap ke suggestion bohat he achy hai
    • #3 Collapse

      Bhai jaan app ny billkull theek kaha main app sy agree kerta hon humy chaheay k jis pair ka knowledge and experience and practice ho usi pe trading kery kyn k us ka trend pata hoga, trade profit day ge
      • #4 Collapse

        ap ki bat shi h agr ap ka experience pairs pr zyada focus hu huga tu yaqeenan ap jis pairs ku use krey tu ap is se kfi profit earn kro gey shart ye hi h kay ap pairs ku phle tasalli k sath analysis krey aur dekhay kon sa pairs ku profit deta h phir jis pairs pr zyada profit hu us pr trde krna shoru kr dei
        • #5 Collapse

          Jahan tk Mera opinion ha to ham kisi kis pair pe trade kren ya kisi metal ya oil pe kren hmen usky related fully knowledge hona zruri ha keun agr knowledge ni hoga to loss hoga.pair p yradtra k liye jitna knowledge eequireq hota ha usky muqably m gold ya oil k liye double knowledge ka hona zruri ha keun k gold aur oil m movement bht zyada hoti ha.
          • #6 Collapse

            G dosto ye b sb se ehm point ha ek ya 2 pair ka ful knowledge gain kro phr us pe demo acount pe pratice kro jb ap ko khud pe yakin ho jay to phr real trade lagao or starting main gold se door rho ye ap k lye acha hoga
            • #7 Collapse

              Jee bhai jis pair kay bary main knowledge acha ho jis pair par pick zyada ho hmy usi pay trading karni chahiye kiyun k apko uski hr movement ka pta hota hai apky analysis us pair par achy hoty hain is liye apko maximum profit voe pair he de sakta hai to hmy chahiye aik he pair jis par hm perfect hain usi pe trading karain...
              • #8 Collapse

                Forex Trading main bohat se pairs hain jin main hum Trading kar skte hain or main ap ko wohi pair suggest karun ga jis ke bare main ap ke pas zyda knowledge ho or ap smjte hon ke ye ap ko zyda profit de skta hai market main.. Mera sab se favorite pair Gold hai or main bohat like karta hon Gold pe trading karna even muje ye loss bi deta hai but main har time iski movement dekhta hon rehta hon jis ki waja se muje zyda fida hota hai.
                • #9 Collapse

                  agar hum knowledge ko enhance karen gay to humari trading skill bohat achi ho sakti hay es business main mehnat karty rehna chahiye kyun keh ye bhi aik bohat aham cheez hay aur hum regular market main earning bhi es say he kar sakty hay esmain time bhi sahi say daina chahiye tab he safe earning hoti hay
                  • #10 Collapse

                    G pair ka ap ky pass acha knowledge hy ap usi apr trade kren warna jes pair oar ap ko ziyada knwoledge nh ho us par trade nh karen yeah risk hy aur loss dy sakta hyemn soch damjh ky trade larni cahiya aur jes pair mn hmara ziyada knowledge ho hm us par apni trade karen warna risk nh len boys
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      jis pair pe aap ka knowledge acha ho aap ney jispe sahe mehnat ki ho demo pe wohi aap real pe le kar chalo aap ko best kamyabi milay gi hamesha aap practice aur experience kisi aik pair pe karo eska faida ye hay aap ki trade kisi aik pair pe bohat achi hogi then aap second pair pe jao....
                      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                      PLEASE VISIT HERE

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X