You should not act what you feel but act on what you see

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    You should not act what you feel but act on what you see
    forex market mei ap ko bohat care se chalna hota hay sometime ap choti choti mistakes ko avoid kar detay ho wo big loss ka cause bhi ban jati hain hamesha apni trading ko planning kay saath karo best analysis karkay he trade karnay mei ap ko faida hay newbies aksar mistakes kartay hain bagair judgement kay trade kartay hain loss uthatay hain lehaza ap ko wo nahe karna chiaye jo ap feel karo, karo wo jo ap ko exactly nazar araha ho tabhi ap faiday mei rahogay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well g main aap se fully agreed hoon jamha apne ideaas aur feeling ko trading se door hi rakhna chahiye ham market men jo position analysis ki badaolat dekh rhe hon hamen un ppe amal krna chahiye agar ham apni feeling se ya ideas ki waja se trading krne ki koshish kren ge to ham kabhi bhi kamyab ni ho sakte hain isliye apni feeling aur ideas ko trading se door rakhna hi Better hai
    • #3 Collapse

      G han dear member ap ne achi bat kia ha k ak trader ko trading main bht hi carfully hona chaye .apni sb trades apny mind se set kray apni kisi bhi galti ko ignor na kray.wrna yehi choti choti galtaian bara nuksan kr skti hain .market main tb hi entry lani chaye jb ap ko conferm ho k yahan trade pakki ha .bs phir faida hi ha ap ko .yehi ak best trader ki nishani ha
      • #4 Collapse

        forex mei ap ko bohat zyada care se chalna chiaye humey apni skills apni hardworking pe dehaan dena chaiye uskay bad jab ap trade kartay ho sab se pehle best analysis pe focus karna chiaye aur uss baat pe mat jaen kay ap kya sochtay ho market wasa nahe jay gi ap trend dekhen analysis karen uskay mutaabik jo market ki best position ho ussi kay mutaabik trade karo
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #5 Collapse

          bhot zabardast batein ki ap nay mere khyal mein ic sy badh kar kch chz nahi hoge kay ham jo mehsoos karein uc ko chorr kar jo dikh rhaa ho uc parr amal karein to hmn ziadaa munafaa hogaa forex mein ager hm nay kmyabi ki manziloo ko chonaa hay to hmn yeh chzn parr skhti sy amal karnaa hogaaa - aur ice aisay hee chor denaa koi thek batt nahi hmn her pehloo ko dekhnaa hogaa
          • #6 Collapse

            forex mein ap feelings per to ni na chal skty ap ko ager yahan survive krna hai to apko reality base per chalna ho ga aur is baat ko dhyan me rakhna ho ga keh is field me ap k pas ghalati krne ki gunjaesh hai e ni chahe choti ho ya bari ho ap ko ghalati se bachna hai warna choti choti ghalati wabal bana den g ap k lie
            • #7 Collapse

              Bhai aap ki baat bilkul durust ha is liye main aap ki baat se iteefaq karta hu trade lagane main hamain sab se pehle apna purana experiance istemal karna chaye qu ke jab tak hum apna purana experiance istemal nehi karain ge tab tak humain kamyabi nehi mile gi or jab hum samjhain k hamari trade sehi lage gi us waqat hi hamain trade lagani chaye wese hi jaldbazi ma kabi bhi trade nehi lagani chaye.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                hamain is forex main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur koi bi kam mushkil ya asan nai hhota hai so hamain is k baryy main kam karny k liye experience hasil karna ho ga tab hi hum real main achi trade karein gay it is best job

                اب آن لائن

                Working...
                X