targets achieved na ho to markeet k sath samjhota karna chaye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    targets achieved na ho to markeet k sath samjhota karna chaye.
    dear members agar hamri kisi trades main hamain target tak hamara order na pounch sakay kaafi wait k baad bhi to hamain markeet k sath samjhota kar laina chaye aur markeet ko order cut kark chore daina he best hoga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai bahot achi baat ki hy aap ny target achieve krna achi baat hy lekin ye zroori nhi k hr haal mein target achieve ho keun k market hamari marzi sy nhi chalti balky kabhi kabhaar market k sath samjhota krna chahiey aur kam profit ya loss py bhi trade close krna parrti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      market main experience hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain markt main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur sab is main kam kar k boht hi acha earn kar k hi hum achi trade karny k kabil hho sakty hain it is best job for all the people

      اب آن لائن

      Working...
      X