Forex kisi mulk ki economy k liey useful hy ya harmful hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex kisi mulk ki economy k liey useful hy ya harmful hy
    Dear members jis tarah aur bahot sy professions ya koi aur business activities kisi bhi mulk ki economy py asar andaaz hoti hain kiya forex sy bhi koi asar parrta hy ya phir ye alag maamla hy plz share your experience
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends ajj app ko aik point btata hon forex trading aik waseeh business hy bhai jaan app ko bta don k ager app k pass professional trader hain to app ki economy strong ho ge, ager app k trader losskery gy to app ki mulki economy k liay harmful hy
    • #3 Collapse

      mery knowledge kay mutabiq forex trading bohat acha business hay es business say mulak main paisa ata hay aur pakistan ki economy kay liey bohat strong hay aur agar hum es business main seekh kar kam karen gay to market main bohat achi earning kar sakty hay aur profit bhi acha bna sakty hay es business main
      • #4 Collapse

        bhai forex trading kisi bhi mulk ki economy per asar andaz hota hai ager ache experts hun ge kisi mulk mein profit wali tradings kren ge to us se us mulk ki economy per bhi musbat asar hoga aur us mulk ko faida ho ga is lie ap forex ko economy se alag ni keh skty wo apki economy per asar andaz ho ga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          is main pair main learn kar k hi trade karni ho gi aur is k pair k bary main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain markt main knowldge ho ga tab hi hum real main achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur earning ho saky gi it is best job

          اب آن لائن

          Working...
          X