Successful stretigies ko bhi after some time change kerna zaruri ho jata hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Successful stretigies ko bhi after some time change kerna zaruri ho jata hai
    Stretigies hamesha successful aur unsuccessful hoti hain tou agar bar bar kisi stretigy main profit hasil ho raha ho tou isy tab tak apply kerty rehain jab tak apko loss na ho but loss kerny wali stretigy ko change zarur kerain warna bar bar loss sy account wash bhi ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap jo bhi strategy banatay hain woh aap ki aik trade kay lye hoti hai aur aap ki strategy long term honi bhi nahin chahyea kyun kay forex market apni situation change karti rehti hai tou aap ko strategy bhi change karni parti hai
    • #3 Collapse

      Forex trading main shyed hi koi aesi stretigy ho jis sy sirf profit hi hasil hota ho loss ka koi chance na ho lekin kuch stretigies use kerny ler kuch time ky liay profit milta hai lekin jab market big move kerti hai tou stretigy useless ho jati hai isliay stretigy ko change tou kerna hi perta hai
      • #4 Collapse

        Dear brother forex mein market apni position continuously change karti rehti hai jiss ki wajah se aap ko apni strategy bhi change karni parti hai iss lye aap ki strategy khud ba khud change hoti rehti hai aap aik strategy per kam kar bhi nahin saktay
        • #5 Collapse

          Forex market main nit nai strategies introduce hoti rehti hein lakin waqat kay sath sath wo successful nai rehti ji ki waja se wo profit nai de pati is liye te lazmi hay kay apnay experience say us strategy ko dobara review karin ye us ki jaga koi new strategy lagain jis se forex market main rehnay ka maqsad qaiem rahy..
          THKS
          • #6 Collapse

            agar hum kamyab trading strategy use karna chahty hay to eskay liey humay chahiye keh demo account par us strategy ko use karen kyun keh wahan par he trading strategy ko test kea jata hay aur hum tab he market main bhi profit bna sakty hay es business main humay mehant karni chahiye tab he safe eanring kar sakty hay
            • #7 Collapse

              hamain is k bary main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gy aur apnin stretgy ko enhance karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main is k bary main planing kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur earning ho gi
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                bhai jab hum market main enter hoty hai to mukhtalif tareekoon sy trade karty hai jab hum strategies ko chek karty hai ky wo humin kis had tak profit day rahe hai aor kis had tak loss us tarah tjurby ky hisaab sy aor time ky saath saath hum in ko change bhi karty hai aor naee bhi banaty hai

                اب آن لائن

                Working...
                X