luck vs experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    Forex trading 1 Art hai or is art ko bina seekhay smjna mushkil hai jitni der tk ap trading ki proper learning nhi kray gay utni der kt apko trading ki smj nhi aye gi or ap profitable trading b nhi kr paye gay.iis liye Trading mai luck ko azmanay ki bjaye Knowledge pr focus krna chahiye Q k knowledge ki base pr hi koi b trader profit earn krnay mai kamyab ho skta hai.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      luck forex trading main ap jatna be kero gay utna he fiyda ap ka apna ha luck main ye ha ky ager ap hardworker ha tu luck zayda ter ap ka sath dyta ha so epxerince be hardwoking kero gay tu aye ga na
      • #423 Collapse

        I think k experience ziyada metter karta hai ap k kisi bhi kaam main na k luk.is liye ap ko chahiye k ap apny luck pr bharossa kary or phir trading kary.
        • #424 Collapse

          experience aor luck alg chezain hain trader ko experience acha krna chahe trading main lick pr depend krna trader kay liy only acha nhi ha trader trading ko acha kry ta keh trading main us ko inocome ho jae aur loss main na jae
          • #425 Collapse

            je ejaanb yeh aik online busnsie hai is amin luck ke loe b bat ne hoti hai is amin agar aap k pass experianxe hai to aap is forex main kamyab ho sakty ho
            • #426 Collapse

              Forex main luck ka bohat important role hai aur hamesha luck per depend nahi karna chahiye aur sirf acha experience gain karna chahiye aur achy experience se hi kafi profit kia ja sakta hai.
              • #427 Collapse

                experience able trading krne ke traf twja dein aur luck alg chez he luck hr kese ka apna hote he tu trader ku luck ku sath rkhte howe apne trading mein bhe tawja dena chahe aur trading mein experience ke sath kam krna chahe ta keh trader ache hu jae
                • #428 Collapse

                  dono chezen important hen.. lekin ziada experience kaam ki cheez hai.. agar experince nahi hoga to luck km nahi krta hr dafa
                  • #429 Collapse

                    luck to luck hota he kabhi kam ajata he kabhi nahi but experience ap ka har jaga ap ko faida hi deta he is lie trading men experience ka istimal karen.
                    • #430 Collapse

                      agar humare pas acha knowledge or experience ho ga to hum achi trade ker skte he or is tara se humara luck b humare sath ho ga so trading se hassil kerne k lie humare pas dono cheezon ka hona bht zaroori he.
                      • #431 Collapse

                        fx ma wohe kamyab ho sakta hai jo fx ma hard work karta hai fx ma kamyab hony k lia hamy hard work krna hio ga jis sy ham achi earning haseel kars akty han
                        • #432 Collapse

                          luck usi time sath deti hai jab banda kisi kaam ko kerney key lie hard work kerta hai is key baghair luck sath nahein deti hai
                          • #433 Collapse

                            Forex trading men Tajarba bahot ziada ehmaiat ka hamil hai na kay aap ka yeh luck tu kabhi kabhi aap ka sath dayti haai laken forex trading men jo tajarba haai woha aap ko every day aap kay sath hota haai jitna ziada mehnat karo gay aap hamesha kiamyab hee rahow gay
                            • #434 Collapse

                              Hmen is business me hmeshah apny experince se kam karna chahye kabhi bhi hmen is business me luck se kam nahi karna chahye kyun k luck se kam karny se hmen is business me kafi loss ho sakta ha isi liye hmen experince k sath kam karna chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                luck versis experience kafii acha or attentic sawal hea ye vese ap ki trf say... experience ka honna ziada conunt kerta hea.. is kam main
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X