luck vs experience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    meray dost may toh samajhta hun ke forex may experience ziada kaam aata hay aur banday ko apni luck par depend nahy karna chahye balkay experience par karna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yar luck tu insaan ka chaltaa hain liken ager ap k paas experince be hon or is baat ka knowledge be hon tu ap markeet pe chaa jao gye or kammyab ap k qadam chomey gye
      • #48 Collapse

        har aik ki luch aik jesi toh nahi hoti . kuch logo na achi luck ki waja sa shayed kabhi profit banya ho to ya nahi kah saktay k sab k sath asa hoga. han ager acha experience hoga to kah saktay hain jiska b experience hoga usa faida ki umeed hona chayee ...
        • #49 Collapse

          ok good mere khayal main agar hamaray pas treding ka experiance hay tow ham kamiyab treder hain kiyun kay luck har baar hamaray kaam nahi ati lekin agar h[[[[[[[[[[[[[[[[[[[[
          • #50 Collapse

            mere khayal se tou forex main experience ziada chalta hae .. ek banday ki luck kab tak chal sakti hae? ziada time tak tou sirf banday ka experience he uska sath de sakta he tou mere khayal main experience ziada matter karta hae...
            • #51 Collapse

              forex mein pehly lnowledge aur experience aur phr kahein luck ka role hai agar ap long run forex business karna chahty hein to phir apko is ki knowledge achi tarhan learn karna ho ge kiunkay ye aik aisa business hai jis kay bary mein knowledge ka hona zarori hai is mein hum luck par depend ni kar saktay kiun kay luck hmesha sath ni deti is mein humein experience chaiye .
              • #52 Collapse

                experience aur luck do alag alag cheezen hain jin k zarye hum yaha pay kaam karty hain agar humarya pass expeirnece hai to hum apnay luck ko polish kar saktay hain otherwise ye karna asan nahi hai.
                • #53 Collapse

                  Bhai 30percent luck kam ata he n 70percent experience jam ata ge qk exoerience hoga to trade kren ge
                  • #54 Collapse

                    Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading luck kahi kabhi chal jati hay aur experience har waqat chalta hay is leay luck pe depend nahe karna chaheye aur experience say kaam karna chaheye
                    • #55 Collapse

                      forex mai dono chyeezon ke zaroort he laken luck kisi kisi ke kaam karte he is lie experince ziada zoroori he q ke jitna experince hoga utna ap hard work karen ge .....is ke sath sath forex trading mai knowledge ke bhe zaroort hote he....kisi kisi ka asa luck hota he ke jinhen kabhi loss he nae hoa ..........laken tradind ke lie experince zaida zaroori he.........
                      • #56 Collapse

                        dear forex me agar trading kar ke earning karni hai to humara pass trading ka experiance hona chaiye kyu ke jab hum trading me mehnat kare ge to luck bi us ka hi sath deta hai jo khud mehnat karte hai is liye agar humare pass experiance hona chaiye phir hum achi trading kar ke achi earning kar sake ge
                        • #57 Collapse

                          forex me 2ono ka baraber amal dakhal hy.but thorha sa faraq hy.
                          k knowlede,experience aur hard work humen khu trade me add karna parta hy
                          aur luck ye sub karnay k bad trade me involve khud hi hota hy
                          but ager hum knoledge aur hard work add mna kren gay to do no me say koi cheez involv nhi hogi.us wakkat sirf ek cheez involve hogi!sirf losss
                          • #58 Collapse

                            i will more prefer the experience then the luck in my point view the luck is the nothing but the way of the loss that is why dear i think the experience is the more important in the forex for the earning
                             
                            • #59 Collapse

                              mere khayal mien dono hi bohat important hain trading mien but experience is most important than luck agr ap k pas trading ka experience hi nahi ho ga to ap trading kese kar sakien ge ap sirf luck pe to depended nahi reh sakte na is liye luck to insaan k liye lazmi hai but experience bhi matter karta hai trading mien..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dear luck par depend reh kar ap sirf loss he loss kha sakty ho is lye jab tak ap k pass acha experience nahi ho ga ap itni achi earning nahi kar sakty is lye acha experience ka hona zarori ha jis sy ap easy trading kar k profit earn kar sakty ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X