luck vs experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    assaelam o alekum ge bro , bat yeh hai ky Forex tradings mein fortune aor tajruba both ke hi kafee need hooti hai lykin tajruba zedaa kam aata hai kayon ky hr wakt fortune kam nahi ati ha es liye sref qismat pey depends kr ky tradings nahi krni chaheaye bulkaey tajurba b gain krna chaheaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      Frened qismat her kisi kaa aapna hotaa hai, go good fortune rkhtaa hay wo good wasey aamdan bana sakta hai, go iss mein good expirinece kasey saath kaam karta hai, wo bhee iss kaam mein good kamai kar lytaa hae.
      • #648 Collapse

        Haan jee qismat to ha, h zroori lakin experince be honaa zaroori ha, aachey traders ky lie mhinat cahee aor learn bhi practise bhi yeh sb aapko sucissfull bnaa skta ha
        • #649 Collapse

          Insan ke qismaet bhee koe chheez hooti ha, agr hmari qismaet mei koch good likhaa ha, to humko woh mile gaa karaoobar mei profit o nuqsaan hotaa ha, wrna woh karobar kesi hao skta ha
          • #650 Collapse

            Jee luck wak kuch nahi hoa karti.iss main luck main na depend karen iss main kamyabi k lia apko mehant ki zarorat hoti hai bas aap iss main jitni mehnat karen gay utna hi kamyab hun gay aapko chahiya k luck ki bajay uss main apna experience bohat barhaien apne knowledge ko barhaien ta k aap kamyab ho saken
            • #651 Collapse

              luck toh wase life k har point p matter krti hai but yhn p agr luck kpo ly k trade kro toh aap ko market trend ka ni pta ho toh aap ki sari trade loos mein jati hai so aap ka experience and study luck se zyda matter krti hai
              • #652 Collapse

                luck jab hi kaam karti hai jab ham apni poori tarah se kisi kaam ko mehnat kar k karete hain aor jaha tak experience ki baat hai to is k bager to ham kisi bhi field main success hasil nahee kar sakte hain is liye mehant kare aor demo account pe experience hasil kare
                • #653 Collapse

                  luck ka to kiis ko bhi nai pta hota hy k kab kiya ho jay our experience bhot achi chez hoti hy ya kbhi bhi dhoka nai dyta hy mhnat waste nai hoti hy hamhy apni mhnat pr bharosa krna chiya our ham ko full lerning hasil krny k bad hi real account my ana chiya takhy ham na to taime waste kry na hi apna pesa jb bhi real my aye demo pr ho k aye
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #654 Collapse

                    dear mery khyal main luck or experience ka apis main koi match nahe hai q basic cheeze experice hai and hard work hai luck nahe . waisy b ham janty hai k luck to kabi kabar kam ata hai or experience umooman hamray kam ata hia is lai ham ko apny mahnat per zyda dhyan daina ho ga
                    • #655 Collapse

                      dear luck zarori ha is liye is mein work kr k ap bohat he acha work kr sakty hois liye luck or experience mein sy experience ap k liye behtar ha q k luck py ap trading 50% loss py krty ho jb k acha experience ho to ap forex mein achi trading kr sakty ho...
                      • #656 Collapse

                        Forex market mai luck aur experience ki zaroorat hoti hai. Experience forex market ko under stand krnay ky lye aur luck forexmarket mai kamyabi hasil krnay ky lye hoti hai. Tou es tarah say ak trader ko luck aur experience ki aroorat hoti hai.
                        • #657 Collapse

                          G forex trading business mein luck bhi kaam karti hy lakin luck se ziada bar profit nhi hota hy hum ko ziada luck par depend nhi karna cahaiye aur hum ko forex trading mein mehnat aur hardwork aur experience par depend karna cahaiye mehnat aur hardwork se experience se kaam karain gay tu forex trading mein kaamyaab trader ban saktay han
                          • #658 Collapse

                            forex trading business main hum totally luck per depend nahi kar sakte forex trading business main experience bohot ahem hai agar big experience ho jaye tou phir forex trading business kam risky ho jata hai aur hum iss main easily profit earn karna start kar dete hain.
                            • #659 Collapse

                              Forex trading business mein ap ko luck se bhi profit hasil ho jata hy lakin ap ko luck par ziada depend nhi karna cahaiye kiok luck se profit aik do bar hi hota hy is k bad loss hi hota hy is forex trading mein kaamyaab hone k liye experience hasil karna cahaiye aur forex trading mein experience par depend karna cahaiye takay forex trading mein profit earn Kiya Jaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                Bhai mere khayal main to forex main traders ki mehnat bohat ziada zrrori hai or jo log mehnat kr k apna experience bnatay hain woi kamyab rehty hain is main luck b sath daita hai is liye mehnat ziada zroori hota hai sirf luck pai ni depend krna chahta
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X