Knowledge ka hona kafi nai ha knowlege ka proper ka utilize kasay kerna ha ye must ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge ka hona kafi nai ha knowlege ka proper ka utilize kasay kerna ha ye must ha
    Ma smajhti hoon kay sirf knowledge ka hona he kaafi nai hota hay balkay ye maloom hona chaiye kay knowledge ka use kasay karna hay bohat se log knowledge rakhtay b loss kartay hain kyun kay wo sometime sirf technical pe trades karen gay jab kay fundamental ko chorr den gay esliye knowledge ka jahan jahan use ho proper use karen then ap ki progress achi hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apny bilkul thk kha hy k kuch log boht knowledge rkhty hyn lkn wo deliver ni kr paty or isi tara wo knowledge k sahi istemal krna b ni janty esy hi log forex ka boht knoledgw rkhty hyn lkn us knoledge ko wo sahi use ni kr skty or loss kr jaty hyn jis tara wo technical analysis py kam krty hyn isi tara unko fundamental analysis ko chor dety hyn apny knowledge ka sahi istemal ni kr paty
    • #3 Collapse

      dear me ye manti hn k insan k pas knowledge zada sy zada hona chaheye,,, lakin is k sath he knowledge deliver krna ana b itna he zada imp. hy ,,, kuch logon k pas knowledge hota to bht hy lakin usy proper use krna nhi ata is tarah log loss me pr jaty hy,,, lakin kuch logon k pas knowledge agr zada nhi b hota to wo km knowledge me b progress kr lety hy ,,, sirf is wajh sy k unko apna knowledge proper utilize krna ata hy
      • #4 Collapse

        G han dear aap nay teak kaha hai knowledge ka hasil krna zarori nhe hai us knowledge ko aap nay proper use krna ana chahahiy apnay knowledge say hei aap experience hasil kr saktay hain aur zeada say zeada earning kr sakty hain
        • #5 Collapse

          G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se bilkul agree karti hun k boht se trader aese hay k jin k pass knowledge tiu jota hay par unhe apne knowledgw ka sahe istnal nai aata aur wo knowledge ka galat istaml.kar k apna loss karte hay uhnenai makum hota k kab kidar kon se analysis use karne cahiay aur isi wajha se wo galat anakysis ka istmal kar j
          Jate hay aur loss karte hay apna so apne knowkedge kasahe istmal karna bhi sikhe taje loss se mehfoz rahe
          • #6 Collapse

            ge haan dear aap ny theek kaha hy ky sirf knowledge ko gain karna he nahin hota us py ammal bhi proper karna chahyee knowledge ki base py he experience hasil kiya jata hy and knowledge ko proper time py use karna bhi skills hoty hay timly decissions aap ko huge profit dila sakty hain
            • #7 Collapse

              apki bat bilkul shai hai forex traing ka ilm hona zarori hai os par amal karna zeyda zarori hai tu bhatr yahi hai hmary liye k hum apni trading ko otny he miyar main rakhty howe trading karni chahye jitni hmain ati hai or jotni hum janty hain es seyah hota hai k hum apny mutabik profit eran kar ley hain or es se hmain loss bhi akm hota hai
              • #8 Collapse

                bohat sey logon ney bohat mehnat ki hoti hay mean proper demo use keya analysis karna seekh liya matlab bohata cha knowledge hota hay lakin phr bhi wo uska use nahe kartay less confidence ki wajah se b asa hota hay so ap ko maloom hona chaiye kay best knowledge ka aap use krogay tou aap ko best success milay gi....
                Last edited by ; 11-09-2018, 05:46 PM.
                • #9 Collapse

                  agar humary pass forex trading kay bary main knowledge kay sath sath skill bhi hay to he hum esmain acha profit bna sakty hay aur humay chahiye keh demo account par trading ki practice karen kyun keh ziada say ziada practice karnay kay baad he hum market main achi earning kar sakty hay aur profit bna sakty hay
                  • #10 Collapse

                    G bhai agar hm pass forex mn trading ky bary mn knowledge ky shat skill bhi hy tu hi hm es mn acha profit kama sakty hn aur aur us kliya hmen cahiya keh hm demo acount par prectes kren kiunkeh agar hm jetni ziyada prectes karen gy hm utna ziyada faida utha sakty hn agar hmary pass knowledge hy likne prects nh hy tu us ka koi faida nh
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      jab koi bhi trader trading mei proper knowledge ko use nahe karay ga knowledge kay zariye kaam nahe karay wo kasay kamyabi ley ga forex pe kamyabi kay liye achi mehnat kay sath jab ap knowledge haasil kartay hain bad mei aap luck pe chalen ya analysis na karain uss knowledge ka faida nahe hay esliye knowledge use karain...

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X