2nd thread : you will improve and correct yourself tomorrow after loss then why not t

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    2nd thread : you will improve and correct yourself tomorrow after loss then why not t
    Maine aik bat expirianc ki hay k boht se traders start main fully learning par foucas nai karte boht kam aese log hite hay jo fully learning k bad trade start karte hay aese log ji trader kehlate hay aese tradre jo aj mehnat nai karte yaqeean unhe kal lossk bad laerning ki zarirat pare gay so main samjhti hun jaldbazi se kam na lia jay sab se pehly learning par focous kar k apni learning ko strong kia jay take ap ki skills strong hjay isluay behtar hay loss karne k bad sikhne se behtar hay oehky sikh lay take ap ko faida ho jae
    Last edited by ; 06-09-2018, 08:56 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    New trader kay saath yehi problem hay kay wo start mei jaan churratay hain proper learning sey aur kehtay hain jaldi mei real account ki trading mei chalen jay yahi sab se barri unnki mistake hoti hay then wo kal ko trading se big loss kay bad trading stop kerk learning ko jatay hain so best ye hay kay apnay ki mushlil kay liye aap aj he mehnat karen takay kal ko kuch difficulties na face kerna parrain
    • #3 Collapse

      G ap ne sahi bat ki ha k forex main loss kr k seekhny se behtar ha k ham phly se hi forex pe tawajha dain or poori knowledge hasil krain or phir apni mehnat se trading kraon pbir ata ha maza Koi na koi wajha zroor hoti ha jo trader ko smjha nahi ati over trade bht bara masla ha dar bhi k kahin loss na ho jaye loss ko bachaty bcahaty hi or loss hota jata ha. Bhtr ha k apny mind ko hazor rakh kr trad ki jaye is main behtri ha
      • #4 Collapse

        apki bats hai hai or main apki bat se garee karta hun forex trading main kmayb hony k liye aerning karni boht zarori hai or learning kibase se hum pany knowledge ko gian kar skty hain es liye apni learning par focus karen ta k apko dobara loss na ho or apni trading main achi eraning karen or kmayb trading karny main apni skills ko devlop karen
        • #5 Collapse

          hamesha din aik jaisy nahi rehty agar humay market main aj loss ho raha hay to hamesha aisa nahi hota humay chahiye keh apni galtio ko theak karen kyun keh galtio ko theak kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay aur knowledge ko bhi humay ziada say ziada enhance karna chahiye es say humay bohat faida hota hay
          • #6 Collapse

            slaam to all forum members...baat to theek ha ka app ko loss ka bad he kyun sekhna ko milta ha wo app loss sa phla he seikh lyia krin taqrebn har trader demo pr start leta ha lakin tora sa experience ur knowledge ka bad he real par trading shrow kr deta hain ur phir jab loss hota ha to is sa sekhna shrow krta hain is lyia app ke advice achi ha ka app gltion sa phly he forex sekh lain..
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Sahee baat ki ha janab aap ne Loss se Pehley loss ko recover karne ka yahi tareeqa ha keh hum apni Learning ko itna zeada aor mustanad kar den keh woh hum ko loss hone her nah de keun keh Knowledge ya illam kabhi Nuqsan nahen deta lehaza jald bazee ke bajaey barwaqat learning karni chahiay

              اب آن لائن

              Working...
              X