Daily ka target set kar ke usay achieve karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Daily ka target set kar ke usay achieve karna
    Target set karna bahat zarori hai koun ke is se apko aik aim mil jata hai aur us ko hasil karny ke ley bhi jitni mehnat required hoti hai us ke mutabiq kam kia jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han bhai mn ap ki bat sy agree krta hon k hamen trading mn daily k hisab sy apna aik target select or lana chahy aor apny target ko daily k hisab sy earn kr k mazeed trade ni krni chahy as sy Hamri earning bhe achi ho sukti hai aor hamea account bhe safe rah sukta hai ager ham greed sy trade kren gy aor ziada earning k chakar mn apna account bhe wash kr sukty hain.
    • #3 Collapse

      Bhai Jan agar AP long term trader hen aor AP ke andar patience Hy to apko chair AP monthly taraget rkhen aor is tarah AP ka capital bhi bhar Jaye ga jis see apko aor ziada asani hoge aor AP asani see apna loss bhi recover Kar Len aor profit bhi ziada earn Kar Len ge
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
        Target set karna bahat zarori hai koun ke is se apko aik aim mil jata hai aur us ko hasil karny ke ley bhi jitni mehnat required hoti hai us ke mutabiq kam kia jata hai
        Hume trading karte huye Delhi ka target banana chahiye aur Feroz target ko achieve karne ke liye Puri Tarah Se trading ki planning Karni chahiye abhi hum successful Honge
        • #5 Collapse

          Assalam o alikum dear friend me ap ki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hy. bilkul thek kha jnb apny . forex trading me me hamen apna ek target rakhna chahye or koshish karen usy achieve ar len mgr yhan ek bat ka kheyal zaror hy rakhna bil farz ap ko ksi trade me loss ho jata hy to koi bat nhe us loss ko recover karny ki lalich me or loss na karty jaen.
          • #6 Collapse

            g han apki bat shai hai forex trading main jub hum apni palning or target set arty hain tu es ka yah matlb nahi hota hai k hum bus apni aplning karty rahun es k liye zaroro hota hai k hum os main mahnt karen or jub hum target set karty hain tu osko pora karny k liye mahnt zarori hai os k bad trading karna bhtr hoti hai
            • #7 Collapse

              target ka use karna chaiye aur daily target ki bohat ehmiyat hay kyun kay aap ka daily ka target set hojata hay aik purpose ban jata hay aap kay paas then ussi ki achievement ki best effort aur planning ki jaati hay aur usspe amal karnay se wo faidamand saabit hota hay humaray liye hum success target se letay hain...
              • #8 Collapse

                agar hum trading daily ka target set kar kay karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay humay chahiye keh esmain lalach bhi na karen kyun keh lalach say hum market main earning nahi ulta loss he karty hay humay money managemnet kar kay trading karna seekhna chahiye tab he safe earning mumin hoti hay
                • #9 Collapse

                  Bilkul hamen apne liye aik aim peda karna chahiye lekin mere khayal mein hamen apne knoweldge aur experience ko dekh kar hi is main aim set karna chaiye warna agar hum koi bara aim select kartey hein aur phir hum usko achieve nahin kar saktey hein to phir hum greedy ban jatey hein aur hamari decipline khatam ho jati hey aur hum is main totally nakam ho jatey hain.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Bhai daily ki bajaye agr ap monthly target set kr k trading krean.daily ka nuqsan ye ha k ksi din entry ni bhi milti tu ap entry bnany ki koshish krny lag jaen.jb ap entry bnany ki koshish krty haen tu ap ghalt entry le laity ha es lye acha ye ha ap target 10%ya 20% as per your account size apna target fit krean aur month mein achive krean koshish krean k ap asan target rakhaen ta k ap asani se achive kr laen ap ko ghalt trades na krni perhaen.
                    • #11 Collapse

                      dear friends, forex main woh trader kamyab hotay hain jo daily ka target set kartay hain....aisay traders ko kabhi bhi loss nai hota....daily k target set karnay ka faida yah bhi hota hay kah ham lalach say bach jatay hain jis ki waja say hamain loss nai hota aur ha profit earn kar letay hain.
                      • #12 Collapse

                        Ji bht achi baat kahi app ne humain daily ka ak target rakhna chahiye k hum ne daily itna earn krna hy phir is k mutabiq trading krain is tarhan humara ak aim b ban jata hy or zyada lalach b ni ata target k bgair trafing krtay huay insan greedy bht ho jata hy jis se phir loss ka chance bht hota hy
                        • #13 Collapse

                          Kissi bhi business main kamyabi ka raz ye hai k hum us main targets ko set kerty hain phir un targets ko hasil kerny ki planning kerty hain aur phir apny resources ko manage ker k in targets ko achieve kerny ki koshish kerty hain. Targets daily base bhi hony chahiye weekly bhi aur phir monthly bhi aur phir her maah k end pay hum check bhi kerain k kitna target achieve hua hai.
                          • #14 Collapse

                            Hmy daily k target k mutabiq tread set karni chaye kun k jab hmara daily k koi target ho to hm os k mutabiq work b karty hai or mehnat b kun k hmary pass aik maqsad hota hai or jab hmary pass koi maqsad ho to os ko achive karny k liye hm mehnat b karty hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes aaapki baaat say main agreee karti ho aar hum daily apna terget rak lete hain tu usko pura karne k bad humhain koi b trade nhe leni chahiye agar hum zida trade le gy tu loss b kar skte hain is liye humhain chahiye k hum apna daily terget pura karne k bad merket ko learn b kare 200$ k accout pay agar hamara daily ka terget 8$ hain tu mere khayal say eary pura ho skta hain is liye humhain chaiye k hum ziyda lalach na akre ziyda lalach py hum loss kar skte hain apne 200$ b

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X