Should I start with something big or small?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    new trader ku itna chota account bhi nae open kerna chahye k wu trade hi na laga saky. or na itna bera account hu ju unexperience trader honay ki weja say loss hi hu jai. normal account 500 dollar ka theek hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      ye aik big buiness hai is ko koi bhi kr sakt ahai y eaik online kaam hai is ko internet pr hi kia jat ahai y eaik online acha kaam hai is ko samjh k kia jai ga ye aik good kaam hai is ko bahut sy loog krrahy hain
      • #168 Collapse

        janab agar ap newbie hain or apko pehle se iss business main kaam karnay ka koi experience nahin hae tou main apko yeh suggesstion dngi k ap abhi small amount se trading satrt karen taky apko agar loss ho tou kam he ho.. kynk janab yeh ek buhat zada risky business hae or apko bina expereince k bilkul bhi risk nahin lena chahye
         
        • #169 Collapse

          boht say log kam karty hain jab hum practice karty hain to humain achi earning hasil ho saky demo ko use kar kay practice kar kay kam kara ho ga loss b hota hay or profit b hota hay
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #170 Collapse

            mere hisab se forex trading mein apko chahiye ke ap is mien small amount se hi isko start karlen kiunke is mien loss to har kisi ko hi hota hai bs apok usko manage karna ana chahiye.
             
            • #171 Collapse

              Trading start krney key leye small amount use krain takeh agar loss ho jaye to ziada nuqsan na ho. Jab aap ka experience barh jaye ga to aap big lots laga saktey hain aur big risk ley kr big profit bana saktey hain. Without knowledge aur experience key big lots lagayen gey to nuqsan uthana par jaye ga.
              • #172 Collapse

                forex trading mien ap agar new hain to apko chahiye ke ap is mien pehle chote account se hi start karen aur is mien jb expert hojayen to big account open karlen.
                 
                • #173 Collapse

                  Apko forex market main starting main small investment ker ky small lot size ky sath trades open kerni chahiay kyun ky starting main sufficient forex trading knowledge aur experience na hony ki waja sy apko loss hota hai tou aesa na ho ky apko itna loss ho jaey ky apka account hi wash ho jaey
                  • #174 Collapse

                    humain is main hard work kar kay kam karna ho ga jis say humain market main loss km ho ga humain high risk main kam karny main achi earning hasil ho sakti hay magr loss b ho ga
                    • #175 Collapse

                      Bro hume is business ko soch samjh k krna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha hum is m bihay kuch hasil kr sakte hein hume is m kam investment krni chaiye
                      • #176 Collapse

                        is main hum boht hi acha profit hasil kar sakty hain aur demo main practice kar k hi hum achi trade karny k kabil hoty hain so hamain planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur earn ho
                        • #177 Collapse

                          Bhai amount sy koi farq nahi parta k small hy ya big kyo k agar ap pas experience hy tou ap small sy bhe trading kar sakty hain aur profit bhee earn kar sakty hain laiken agar experience hi nahi tou big amount sirf loss hi hy han agar experience hy tou big ka ye faida hy k agar market against chali bhee jati hy tou ap k pas chance ziada hota hy
                          • #178 Collapse

                            Re: Should I start with something big or small?

                            hamain si k rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi aur kam karny say pahly si k bary main planing karni hogi aur fear tou hota hai so hamain is k bary main emotionn ko kabo main rakh k hi hum sucess ho sakty hain
                            • #179 Collapse

                              Re: Should I start with something big or small?

                              dear friend If you starting with forex, you should always start small. You should take on risk only when you have accrued enough capital to compensate inevitable losses in the future.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Re: Should I start with something big or small?

                                janab is ma aap ki invst ka kio msala nhe hota ha kay aap is ma kitna invst karna cahaty ha is ma aap ko big karna ha kary is ma aap ko smal karna ha kay is ka ma aap ko invst kay hasb sa is ma lot set karne hote ha our is ma aap ko is kay hasb sa he is ma loss our profit hasil hota ha is ma aap ko mjahnat karne cahay is ma agr aap ki invst zada ho to loss kam to ha rrisk kam ho jata ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X