Forex mein aap kis currency ko prefer kartay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein aap kis currency ko prefer kartay hain
    Forex market mein bahut zyada pairs aur currencies maujood hain jis mein aap trade laga saktay hain lakin kuch currencies aise hain jis par sari forex market depend karti hai aur USD ki agar baat ke jaye tou yeh aik aise currency hai jo market mein bahut zyada chalti hai aur zyada tar log USD pairs based mein apni trades lagaty hain kyun kay yeh aik bahut hi valuable currency hai aur iss mein trades bhi valuable hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji dear agar AP bat kren ke forex men kiss cruncy pair ki movmemov bhot text hoti yy to maen eur USD ka kahon ga is men agar apke pass 300$ ka capital ho aor sirf is pe trade lagayen to AP easily is see acha profit bana sakty hen eur bhot strong Hy aor USD bhi islie ye dono sath sath chalty hen agar AP gaor see dekhen chart ko is market ranging bhi rhto kafi mahene
    • #3 Collapse

      Dear membersery hisab sy to eurusd aor gbpusd aik best trading twin hai apko in dono py trading krni chye agr aik strong ho to dosra bhi lazmi strong hota hai impact chahy late ho lkn hota zaror hai aisy he forex trading ma gold aor silver ka relation bht strong hai aik weak to dosra weak
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat theek hai USD aik world ki main currency hai jis mein trading profitable hoti hai lakin mein ne kabhi currencies mein trading nahin ki mein tou hamesha gold aur silver per teade karta hoon iss ko try karun ga bonus milnay per
        • #5 Collapse

          agar hum forex trading main dil lga kar trading ko seekh kar trading karen gay to he achi earning kar sakty hay es business main bohat sary currecny pairs hay jis par hum chahty hay trade karna kar sakty hay esmain humari marzi hoti hay aur dil lga kar es main kam kar kay achi earning kar sakty hay esmain khoob time daina chahiye
          • #6 Collapse

            aksar currencies aik dusray kay verses hoti hain Lakin USD aik big index ka kaam karta hay dollar ki strong news ajay tou wo lazman effect karti hay puri market pe bhi humay nazar andaaz nahe karna chaiye USD ko hum eurusd ko apna favorite bana saktay hain cause directly dollar ka effect EURusd pe lazman hota hay....
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Forex map USA currency friend ke saath Karti Hai Isme of USA currency is SEBI investment kar sakte hain Yeh investments a standard able business develop karne mein help kar sakti hai Na Hoga Kam Karne ka interest Paida hoga Agar Hamirpur working ko strong Karenge acche level Tak marriage Karenge Koi yahan se bahut kuch working karne ke liye milega

              اب آن لائن

              Working...
              X