Gold per trading ki situation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold per trading ki situation
    Dear friends iss waqt gold per trading kay lye situation bari saazgaar hai kyun kay gold market iss waqt resistance ko touch kar gae hai tou aab iss ne down ana hai aur yehi market mein best entry point hota hai kyun kay iss waqt dollar index bhi ouper ko move kar raha hai tou iss situation mein gold per sell ki perfect trade banti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear sir app sub ny billkull theek kaha main app sy agree kerta hon bhai jaan forex trading main jb market resistance point ko touch ker k wapis ay to wo behtreen entry point hota hy lakin app ko btata chalo k gold ranging trend ma hy ajj kal so wait for proper trend
    • #3 Collapse

      dear maine jub say instaforex ka broker join kia hay main hamaisha say he gold pay trading karta hoon pehlay mairay khayal say gold sell main enter hua tha maine is baray main ik post bhi share ki laikin wo maira wrong signal nikla asal main gold nai sell main retracement kia ab buy k zoon ko us nay breaks kar dia hay aur ab gold confirm main buy main enter ho gaya hay ab ham sab isay confirmation main buy main lay saktay hain.
      • #4 Collapse

        Gold pe trading karne waly trader Joe's maen sirf itna kahon ga ke is time gold ki situation bhot kharab Hy aor gold ki Jo bhi move ho rhi Hy is time wo clear nai ho rha islie maen yehi kahon ga ke pehle is ko clear direction banane den kiss direction men Jana chah RHA aor phir is pe trade lagayen
        • #5 Collapse

          Gee haan bhai aap ne theek kaha hai lakin gold ne ab apni position change ker li hai aur gold ka trend tou kafi dinoun se bullish hai aur yeh abhi bullish hi rahay ga agar bearish hota hai tou yeh arzi hai
          • #6 Collapse

            agar hum gold par tade karna chahty hay to eskay liey humay market ka pehlay theak say analysis karna chahiye kyun keh analysis kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain khoob focus karen kyun keh focus kar kay market main acha earn kea ja sakta hay khwa wo gold he ho
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              gold ka entry point yahan pe muhskil esliye horaha hay kyun kay jo best analysis hain unkay mutabik resistance D1 se market abhi bohat door hay gold ne 1192 se 1210 ki range ko kaafi time se catch keya huwa hay koi bhi aik barri news gold ko bohat up ya down karwa sakti hay aur technical mei traders kay volume se gold apni range banaiy ga....

              اب آن لائن

              Working...
              X