A lot of time for hardwork to smart work

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A lot of time for hardwork to smart work
    Friends in the biggening hamen trading kafi mushkil lagti hai aur really hoti bhi mushkil hai ab jo new log aate hain wo isko smajh ni niate hain to trading se disheart ho jate hain but dear brothers trading ko hardwork hamare liye uss waqt tak hota hai jab tak hamen iska experience ni hota hai but jab ham trading men apn experience bna lete hain tab ye trading hamare liue bahot hi aasan ho jati hai isliye hamari biggening ki mehnat hi iss kaam ko smart work bna deti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G sir main aap se fully agree krta hon hamari trades ka fully daromadar hamari mehnat pe hi hota hai ham jitni ziada mehnat krte hain hamen uska phal bhi utna hi milta hai jab hamari mehnat achi hogi to phir hamen uska phal bhi avha hi mille ga isliye mehnat krna hamare liye bahot hi zaruri hai ham tabhi kamyab ho sakte hain aur iss mushkill kamm ko apne liye aasan bna sakte hain
    • #3 Collapse

      G bhai ap nay sahi frmaya jab tk ham hardwork nhi krein gay smartt wark nahi ayee ga hmaray kam mein sb say phlay hmn kch aisaa mansooba bnana hogaa jo baday traders follow karty hein - aur uce mansoobay par practice kar kar kay hmn kch smart work dkhnay ko milay ga apnay kam mein aur jis nay smart work kar liya woe jeet jatta hay forex mein
      • #4 Collapse

        G bhai loo bhe kam shuru mn zarur mushkil maloom hota hai asi liay trading bhe shuru mn kafi mushkil maloom hoti hai as liay as mn ziada tar ne trader loss kr k dishurt hoty hain as liay trading ko hard work sy phly achi trah seekhen phr trading kren aor ziada sy ziada trading ki practice kren.
        • #5 Collapse

          kissi b targit ko achieve karny k liay bahot sakht mehnat chaeay hoti hae aur hard work ki zaroorat b hoti hae isky ilawa b kafi sara time dyna parta hae tab ja k kamyabi milla karti hae aur jahan tak forex trading men smart work ki baat hae to jab tak aap forex discipline ko ni apna lety us waqat tak aap kabhi b forex men kamyab ni ho sakty aur isky ilawa apko apny andar lalich b khatam karna hogi.
          • #6 Collapse

            jo new trader market main aate hai kuch ko forex easy lagty hai kuch ko hard easy aisay new trader ko lagty hai wo sirf order lagana or take proft stop loss lagana sikh kar apnay aap ko big trader samjhte hai hard aisay new trader ko lagty hai jo seb kuch sikhna chahte hai but is main waqat to lagta hai jo jo sikhta jata hai forex easy hoty jaty hai
            • #7 Collapse

              Well dear apki bt se m agree krta Hun keun k mehnat to insan ko pta nhi Kia Se Kia bna deti ha.forex m jitni zyada mehnat kren to ye utna zyada experience deti ha Jo k forex k liye fundamental need ha.agr apky pass experience nhi ha to yad rakhen trading m tuky kbhi kbhi chlty hen.professional trading k liye mehnat aur experience bht zruri ha.
              • #8 Collapse

                Well ap ki bat bilkul right hay is main koi shak nai k waqai.main forex trading aik boht mushkil business hay is ko samjhe main aur expeart trader banne main humae boht time lagta hay tab ja kar hum aik expeart trader bante hay humae apni trading k sath sath apni learning ko bhi jari rakhna cahiay is tarha humary knowledge main bhi izafa hota hay
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
                  Friends in the biggening hamen trading kafi mushkil lagti hai aur really hoti bhi mushkil hai ab jo new log aate hain wo isko smajh ni niate hain to trading se disheart ho jate hain but dear brothers trading ko hardwork hamare liye uss waqt tak hota hai jab tak hamen iska experience ni hota hai but jab ham trading men apn experience bna lete hain tab ye trading hamare liue bahot hi aasan ho jati hai isliye hamari biggening ki mehnat hi iss kaam ko smart work bna deti hai
                  ye baat aap ki bilkul theek hai traders ko hard worker sabse smart worker banne mein bahut time lagta hai traders Aksar Ye sochte Hain ke Forex trading bahut hard working hai lekin yeh ek smart work work
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dosto ye bt bilkul sai hy kisi b km ma mhenat krny sy ap os km ma smart ho jty or ap os km ko bri jldi or bry he tareeky sy kr skty hy aisa he bilkul trading ma hy agr ap trading ma hardwork krty hy bri soch mjh k or mhenat kr stretegy bnaty hy or ye.mhenat ap k km ko kf smart bna dy d or ap es km sy Acha profit hsal kr skhy gy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X