do not change your profit target till you dnt need it hardly!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    do not change your profit target till you dnt need it hardly!
    mera kuch experience hay jo maine khud b personaly keya hay kay bohat sey traders plannings pe chal rahay hotay hain kamyab hotay hain magar aksar asa hota hay unho ne aik zabardast trade li hoti hay magar wo uss ka target change ker detay hain just ye dekh ker kay market aur b ja sakti hay aik umeed hoti hay then wo apna zyada profit miss kar detay hain market wahan se waapis hojati hay so meri suggestion ye hay kay jab tak proper indication na ho kay market jay gi tab tak aap apna take profit change na karen proper planning se chalna chaiye
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well bro aap ne baja farmaya hai hamen trading men mustaqil mizagi se hi success milti hai hamen apne targets ko zarur achive krna chahiye na to loss k fear se apna target kam krna chahiye air na hi apne account pe Zaid ki lalach men aa aa kar aisa tarfta rakha jay k wo achieve hi na ho
    • #3 Collapse

      yes dear jab hum market k analysis karty hai to hum aus time jo aik target set karty hai hum ko wo change ni karna chaye kun k agar hum aus ko change karty hai to aus se ye loss hota hai k humra account growth ni kary ga kun k hum stop loss change ni karty aor take profit change kar dety hai to aus se humra account kam hi ho ga.
      • #4 Collapse

        Yes of course mai aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein Apna take profit limit change nahi karna chahiye Jab Hum jab tak Hame take profit limit for late Na Ho Jaye tab tak main market Mein Apna take profit limit Lena chahiye.
        Aur Hame chahiye Ke Hum Jab Bhi trading Kare Toh Apne analysis Rakhe aur stop loss and take profit limit apni instaforex bonus account par karne chahiye Is Tarah Hame Kafi accha profit Haasil Hoga Apne instaforex bonus account
        • #5 Collapse

          gee haan bhai aap ny durust kaha hy humien trading ky dooraan apna target rakhana chahye likin ye zaroori nahin ky her baar humara target hit ho jaye bazz ookaat humara andaza ghalt bhi ho sakta hy ais liye decision change bhi karna parta hy and yehi sucessfull trader ki pehchaan hai
          • #6 Collapse

            G han ap ki bat bilkul theek haybus main koi shak nai k jab tak hum proper planing k sath trading nai karte humae faida nai hota aur h7m orofit gain karne k bjay apna loss bhi kar sakte hay so jo trader proper plan kar k aur market ko analyis kar k trading karte hay wohi kamiab rehte hay aur jo trader aesa nai karte unhe loss ka samna karna parta hay is liay behtar hay soch samjh jar trading kare
            • #7 Collapse

              Bohat dafa maine note keya hay loss ka sabab tab b hota hay jab ma lalach ker jaati hun trade ka jo target select keya hota hay achi tarah analysis krk usko change karnay pe maine feel keya hay kay ap kay analysis ki judgement kharab hojati hay ap ney jo trade ki planning ki hoti hay uss mei ap ko kam profit essi waja se hota hay hum jab ap aik traget select kro jab tak market ki situation kay mutabik usko change ki zaroorat na ho tou chane mat karen
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                G han bilkul asa hi hota ha k aksar trader apne daily plane k sath trades krtay ha ye bht acha trika ha lakin kisi time wo apni asi trade jis pe sl ya tp lagi ho market ke trend ko dekh kr change krty hain jo bilkul wrong ha. Market agr wahan se wapas return ho jaye to un ki trades loss main chali jati ha Ase main wo trade close karan ya na krain loss hi hota ha

                اب آن لائن

                Working...
                X