Loss ka dar apky confidence ka dushman hota hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka dar apky confidence ka dushman hota hy
    Dear members jo log trading krty huye kisi wajha sy darty rehty hain to main unhein bataoun k ye cheez un k confidence ko zero kr deti hy is liey koi bhi trade lagaty waqt na darein keun k loss bhi forex trading ka hissa hy koi nyi cheez nhi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bilkul bhai ap ki baat se agree krta hun main is mein koi shak ni keh ager ap k dil mein kisi chez ka dar ho ga to wo ap k confidence ko khatam ker de ga isi trah forex me bhi jab aap ko loss ka dar ander a jata hai to phir ap ka confidence chala jata hai lekin is field me confidence ki bht zarurt hoti hai is lie is ko loss na hone den
    • #3 Collapse

      G dear bilkul aisy hi hy jo log trading krty huye koi bhi new trade lagaty waat iss baat sy darty rehty hain k unhein loss na ho jaye to aisy traders ka forex mein success haasil krna mushkil hota hy saath hi sath unka confidence bhi zero level tak pahoch jata hy jiski wajha sy forex mein survive krna bahot mushkil ho jata hy
      • #4 Collapse

        Asalam u Alikum

        G bhi aap ny 16 aany sach baat kaahi hai kyun yaha bohat saary new members hai aur aik month ki mehnat k bad kuch bonus milta hai aur ager humain proper trade ka payapata nhi tu hum account wash ker bhait ty hai aur humara confidence chal jata hai new traders ko soch samjh k trade lagani chahhy
        • #5 Collapse

          Dear Sir app ko loss ka dar hona chaheay kyn k business ma natural factor hy lakin loss ko zehan pe swar mat kery kyn k fir app confidence loose ker jaty ho jis ke waja sy app ki trading achi ni hoti bhai jaan app jitna confidence sath decision lo gy utna decision best hoga app ko trade profit day ge
          • #6 Collapse

            G bhai loss ka dar ly kr hm apny andr ka cofidence lose kr daty han or ultimate hm loss main chaly jaty han hamesa acha sochna chahye acha he hoga
            • #7 Collapse

              Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hy. loss k khof ko hamen apny zahan me itna bhi nhe betha lena chahye k ham is ko apna dushman he sajmny lagen . baki bas itna he zahan me rakhna chahye k loss bhi business ka hassa hy.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: QasimKhan0601 پيغام ديکھيے
                Dear members jo log trading krty huye kisi wajha sy darty rehty hain to main unhein bataoun k ye cheez un k confidence ko zero kr deti hy is liey koi bhi trade lagaty waqt na darein keun k loss bhi forex trading ka hissa hy koi nyi cheez nhi
                Loss trading ka ek Aisa Hota Hai all traders ko kabhi bhi dost se dar na Nahi Chahiye Kyunki Agar traders Dar ke trade Karenge toh Woh Kabhi be successful trading nahi kar Sakenge
                • #9 Collapse

                  Aap ki trading mei fear nai hona chaiye fear aap ki trading kay liye nakami ka sabab banta hay kyun kay ye aap k confidence ko low kar deta hay jab aap kay paas achi skills hojaen aap kay paas acha knowledge ho aap best analysis karain trading kay liye then khud pe self confidene rakhen takay aap ki trading bohat best tarikay se ho....
                  • #10 Collapse

                    G bilkul bhai me apki bat se ittifaq krta hn.kisi bhi kisam k nuqsan ka khof or dar ap ko age bardhne nai de ga.trading jb bhi ap trade kro gay to jo loss ka khof or dar ap k confidence ko or apki mahart ko lazmi kamzor krta he or us waqt hm sahi faisla nai kr pate or galt trade kr fete hain jo k loss ka baais bnti he.Hr dar k age jeet he.so be brave.
                    • #11 Collapse

                      Pakistan forex forum loss ka dar ap k confidons ka dushman hy q k ap ne jtni mrzi.mehnt kr k learning r hard work kia ho jb ap k dil m loss ka dar ho tu ap sai tread order nhi kr sakty q k dar hmary confidants ka dushman hy jo hmy treading m agy bhrny sy rokta hy r hm dar k forex ko chor dety hen .treding m dar py qabo pa k confidons rakh.k tread order Karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ka dar apky confidence ka dushman hota hy

                        loss ka dar rakh kar hum jab kam karty hain to is main kafi nukasansay hota hay kun kay market main move karny kay liye humain confidence say kam karna ho ga ziada hard work karty hain or active ho kar kam karty hain to stay karna humary liye asan ho sakt hay so humain loss kay dar ko over come kar kay kam karna ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ka dar apky confidence ka dushman hota hy

                          forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain ya hum over confidence mai kam karty hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai usa or chaina or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex mai hum currency or pairs py trading karty hain yai aik real business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ka dar apky confidence ka dushman hota hy

                            g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee loss hamry confidance ka dushman hai ham ko as main loss ko ane nahi dena chahiy hai aor tu hi ham as main kamyab hain agar as main kamyab hon hai tu as main ap ko mihnat karny ho gy tu hi ap as main kamyab hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ka dar apky confidence ka dushman hota hy

                              Deaes members ap nay thek kaha hai loss ka dar confidence ka dushman hai hum anlyses ker k trade lagaty hai aur trade bhi durast hoti hai lakin thora loss humain dra deta hai aur hum apna confidence lose ker dety hain aisa nahi hona chahey apni trade per poora batosa hona chajey taky confidence bhal hoo aur behtar say behtar yrade ho saky and anlyses strong hun.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X