Why newbies are willing to loose, they can earn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why newbies are willing to loose, they can earn
    Boht se new trader losss kar rahe hay forex main loss hota hay magar ache trader k pas learning zada hoti hay aur skill bhi zada hoti hay is liay wo loss bhi cover kar lete hay aur istarha un ka loss bhi cover ho jata hay aur earning bhi ho jati hay new trader k pas learning bhi kam aur skill bhi kam hoti hay jis wajha se wo loss karte hay agar new bies bhi achi mehbat kare aur pehly learning kar lay kam ko samjhe tou wo bhi forex main achi earning kar sakte hay is liay meri newbias se guzarish hay k wo apni leraning achi kare aur learning par focous kare earning par nai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    newbies ziada tar iss wajha say loss karty hain k unko market k behaviour ka theek patta ni hota aur wo apny khialaat py chal rahy hoty hain jo k baad men unko pata chalta hae k wo ghalt thy aur ham purany traders ka ye haq banta hae k ham newbies ko behtr tariqy say guide karren tan k unka faida ho.
    • #3 Collapse

      G rafi bhai main apky indicated points ki waja se apko daad deta hun ,, aur is main kuch mazdeed add karta hun. Jigar bat dr asal ye hy k new traders ko knowledge km hony ki waja se sabar b nai hota wo bare be sabry hoty aur us trading loss main jany ki bari waja yae hy.. meri apni tabiet main thehrao 2 saal main aya.. thanks
      • #4 Collapse

        G han ap ne theek kaha forex trading main jo new trader hay wo is main itni learning nai karte aur real account par trading start kar dete hay jis wajah se unhe loss ja samna bhi karna parta hay isku wajga ye hay k un k andar aik tou skill ki kami hoti hay aur dosra learning ki is liay newbies ko apni skill aur kearning ko barhana cahiay jo expeart trader hay wo forex se boht achi earning hasil kar rahe hay uski wajha ye hay k wo aik tou un k andar skill boht hoti hay aur dosra un ki kearning bhi kafi hiti haybisi wajga se wo success bhi hasil karte hay
        • #5 Collapse

          friends mairi nazar main jo trader 80% profetable trade karta hy usy aap ake profesional trader keh sekty hain laiken iss kadar profitable trade hasil karnay k peechy kitni struggle lageen kaam karny ki aor mehnit derkaar hoti hy iss ka andaza lagana ake aam aadmi k bas ki baat nai
          • #6 Collapse

            yes brother thek kaha ap ne bewbias ko bohat hi achy sy mehnat krni prti hai q k jo purany hoty hai unk pas cmplt skill or cmplt knowledge hoti hai unhain pta hota hai sb wo loss kr kr k hi is field tk pohnchy hamy chahiye k seniors ki respect kre or seniors ko follow up kre or bhai apki ek bt toko ga earning k liye forex time bhi mangta hai jo kch kch log dety hai hr koi nai
            • #7 Collapse

              Bohat se traders khaas kr new jo less experience kay mutaabik trading start karkay loss face kartay hain aur disheart hojatay hain unko ye soch honi chaiye kay bagair mehnat kay forex pe kamyabi lena bohat mushkil hay then wo kam skill kay saath kaam kerk khud he apna loss kar rahay najanay wo kasay willing hotay so unko chaiye wo achi tarah full learning apnay best experience ko focus karen then wo b achi earning kar saktay hain
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #8 Collapse

                Yes sir new traders mostly loss hi kartay hian us ki main reasons yeh keh low experience say high risk per trading kartay hain, because us kay pass forex trading ka good knowledge nahi hota, experienced trader hi es main kuch had tak earning kartay hain, because un kay pass experience hota hay, so forex trading business main success kay liay experience and knowledge ka hona zaroori hay.
                • #9 Collapse

                  i garee with you brother a trader who has a lot of experience in this field can earn a lot of money easily but when a newbie comes in this field without any knowledge and experience then he will loss his money 100 percent because he dont have any skill and knowledge for this business so it is important to learn first
                  • #10 Collapse

                    bohat se newbies ki ye sab sey barri mistake hoti hay wo puri tarah sey apni skills ko sahe tarah se complete nahe kartay aur kam experience kay saath apni real trading kartay hain aur mistakes ko bhi improve nahe kartay jiss wajah se wo loss ka shikaar hojatay hain so meri unko request hay pehley achi si learning kar len
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      slaam to all forum members...newbie masla mistakes krta a rha hain jiss main sab sa bari mistake demo par proper time na dena ur demo par zyida capital select kr lena ur jab real main ana to lack of knowledge ur small capital sa start krna ya 2 major fact hain jin ke waja sa newbie loss krta hain is lyia newbie ko advice ha ka wo in facts par qabo pa ka trading start krin..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X