Indicators pe fully trust kabhi bhi na kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators pe fully trust kabhi bhi na kren
    Members indicators trading men hamen kafi help krte hain aur ham inki waja se market ko behtar analys kr pate hain lekin aik baat main aapko batata challun k indicators jahan pe hamare liye faida mand sabit hote hain wahen pe hamen in se loss bhi kafi ho jata hai koi bhi indicator aapko hundred percent market ki movement ni bta sakta hai isliye aap indicators pe fully trust ni kr sakte ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g aap nay bilkulll theek baat kee hay kay indicators per hamain kabhi bhi mukammal tor per blindly trust nahi kerna chahiye kiun kay indicator aik program hay yeh wohi keray ga jesa iss ko design kiya gaya hay na yeh geo political tension samajhta hay or na hi news ka effect to apna analysis zaroori hy
    • #3 Collapse

      Well dear hamen kabhi bhi aisa ni krna chahiye indicator just help k liye aik tool hota hai aur hamen sirf isse tool smajh kr hhi use krna chahiye agar ham kissi bhi indicator pe fully trust kr ken ge to hamen loss ke kafi cahnces honge indicator sw help zarur len but analysis khud se krwn tabhi aap successful ho sakte hain agar aap only indicator pe depend kren ge to aap kabhi bhi na to professional trader bn paen ge aur na hi aapko kissi qisam ke ke koi aur benefits millen ge
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Well ap.ki bat apni jaga bilkul right hay hay humae forax trading main sirf indicatires par hi dippend nai karna cahiay balke sk sath sath apne knowledge ko bhi barhana cahiay aur us k mutabik trade karni cahiay analyisi par hi trade nai jarni cahiay wi zarori nai hay k humay har bar 100% trade dain humae loss bhi ho sakta hay is liay self trading karna sikhe yeap k liay zasa behtar hay

        اب آن لائن

        Working...
        X