Win karny ke bad maintain karna zaida mushkil hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Win karny ke bad maintain karna zaida mushkil hai
    Kisi bhi aim ko aik bar hasil karna koi bhi bari bat nai hoti jitni us ko maintain karna mushkil hota hai is ley hasil karny ke bad esay nai lena chaye bal ke pehle se zaida mehnat ki zarorat hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sahi kaha win karnay kay bad is lea mushkil ho jata hai kay hum money management ko follow nahen kartay or maths nhen kartay jis say hamain profit loss ka andaza nahen hota or akhir main hamain loss hey milta hai.
    • #3 Collapse

      hr kisi ka koi na koi aim hota hy apni life ma and jb unka aim successful ho jata hy to phir ziada mehnet ki zarorat hy us aim ko manage krney ma q ky aim to pora ho jata hy but us ko maintain krna thora sa difficult hota hy aim win krna to aasan hy but us aim ko manage krna thora tough hy....thanks
      • #4 Collapse

        Dear friend app ny billkull theek kaha main app sy agree kerta hon bhai jaan forex trading profit gain kerna masla nahi hy isko maintain kerna bara masla hy kuch logo ko jb profit hota hy to wo overconfident ho k galt decision ly k trading ma loss kerty hy aisa ni kerna chahey
        • #5 Collapse

          agar hum forex trading main theak say learning karnay main he faida hota hay es business main humay money management karty huway trading karnay main he faida hota hay es business main khoob time dai kar learning kar kay trading karnay main he faida hota hay es business main khoob mehnat karnay main he faida hota hay
          • #6 Collapse

            Aksar aisa hota hai log achi earning karty hain profit to kar lety hain lekin usko manage nae kar skty lalach main aa jaty hain to phir loss krty hain actually earning kay bad hmary professional hony ka prove tab hota hain jab hm apny account ko manage rkhty hain is liye hmy plannings kay sath chalna chahiye.....
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
              Kisi bhi aim ko aik bar hasil karna koi bhi bari bat nai hoti jitni us ko maintain karna mushkil hota hai is ley hasil karny ke bad esay nai lena chaye bal ke pehle se zaida mehnat ki zarorat hoti hai
              Hindi mai apna bilkul theek Kaha Mere Khayal mein bhi bilkul aisa hi hai agar aap Kisi cheez Mein kamyabi Hasil kar lete hain tu is kamyabi ko maintain Rakhna bahut Mushkil hota hai lekin agar aap isko maintain Rakhenge toh aap bahut acche trader Ban Jayenge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                G bilkul bhai baz owqat ye hota ha khas tor pe new traders k sath mery apny sath howa tha k jb me new new forex mein aya tha tu kafi mehmet ki me ne achy teacher bhi mily thy unhon ne hr bt sekhai perhai but jb me real trading mein aya tu phly phly bht care se chalta raha jo perha us ko apply kiya bht achy profit mein ja rha tha main laikn kch din bd mjy pta ni kiya howa me apny ap ko 1 bht acha trader smjhny laga jo meri bht bethi bhool thin me smjhny lag gya k meri trades nuqsan mein ni jati bht light lainy lag gya phr hona kiya tha over confidence ki waja se me ne kch ghalt steps le lya aur mera account wash ho gya jo k mery lye kafi bara nuqsan tha.tu profit kamana koi itni berhi bt ni hoti profit ko maintain krna berhi bt hoti ha.ap bhi meri trha ye ghalti na krna over confidence ni hona

                اب آن لائن

                Working...
                X