Kya scalping kay lye bhi indicator hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya scalping kay lye bhi indicator hai
    Dear members kya market mein koi aisa indicator bhi available hai jis ki madad se hum scalping kar sakain please comments karain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aik baat ko hamesha yaad rakhna hai kay aap nay koi indicator use kerna hai tou uss kay baray mein kafi information lain aur woh old hona lazmi hai aur apnay seniors sae maaloom ker kay uss ka use karain kyun kay indicators aap ko wrong direction bhi dikhatay hain aur scalping kay lye koi indicator use nahin hota yeh aim strategy hai jo kay senior traders apnay experiance ki wajah se use kartay hain
    • #3 Collapse

      Bhai jaan scalping sirf tajruba kaar traders say seekhi ja sakti hay kiun kauy is kay liye koi indicator use nai hota ye sirf experience ka name hay baki waqat kay sath sath khud hi scalping aa jati hay waisay abhi tak to koi indicator nazar main nai aaya aur agar mil bhi gaya to us ko use karnay say pehlay test lazmi karna chahiye..
      THKS
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex trading main agar hum choti lot use karty huway trading karen gay to es trha ki trading humay market main kam say kam risk hoti daiti hay aur humay chahiye keh esmain theak say time dainay main aur seekh kar kam karnay main he faida hota hay es business main mehnat karnay main he faida hota hay

        اب آن لائن

        Working...
        X