How much minimum investment required for forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    dear forex aik aysa business hy jis main aap kam sy kam investment k zariyeh b trade start kr sakty hain aur earning kr sakty hain lakin mery kyal main aap ko kam iz kam 100$ ki investment krni chahyeh ta k aap easily trade kr sakain aur aik ach profit kama sakain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      How much we invest our capital in this business it can be much useful for us in forex trading business, we can start this business with low investment too, and we dont need to invest high capital if we are newly join this business. tradres need to invest their capital as per his capablity and experience as well.
       
      • #168 Collapse

        forex trading mein investment ki koi limit nai hoti aap jitni chahen investment kar sakty hain pher chahy wo kam investment ho ya pher ziada ho, ziada tar investment kam hi karni chahiay q k kam investment mein risk kam hota hai
        • #169 Collapse

          ap jetna chaay kar sktey hay ap 10 se invst kar sktey hay lakin agar ap ke pass knowlwdge strong ho to ap 10 se kuch demno may 100 bana skatey hay aur apna life 10 se he barabar kar sktey hay...
          • #170 Collapse

            depend kerta hai app ke experience kaisa hai market mai app ko chaiye ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chale market mai aur investment apne hisab se kerahe.
            • #171 Collapse

              forex business me humen investment ki zarorat hoti hai pher hum us me mehnat karty han ek kamyab trader ko forex me 200$ to lazmi investment karna chaye jis se wo ek successful trade to laga skhta hai
              • #172 Collapse

                mere khial main ap ke pass 150 dolar to hona hi chahiay kewnke is main loss bhi to hota hai is liay minimum 150 dolar hona chahiay
                • #173 Collapse

                  my dear ap instaforex k sath just 1$ k sath b trading start kr sakte ho q k instaforex is world ka sab se best broker hai but mein samjta hoon agar ap new trader ho to ap 50 se 100$ k sath trading start kro
                  • #174 Collapse

                    bhai jan ap is main 20$ invest kerny se hi trade start ker skty hain is main invest kerny ki koi limit nahi he lakin is main ye baat he k jub hum is main low invest kerty hain to humain aghr is main se profit hasil hota he to bht hi kam hota he q k jub hum is main ziada invest kerty hain to humain is main se utna hi ziada is main se profit hasil hoga
                    • #175 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: sunnaina پيغام ديکھيے
                      forex pa trading karna ka lia minimum kitna sarmaye ki zaroorat hoti ha' mujeh minimum kitni investment kerni paray gi
                      dekho dear ye aap pr ha wesy aap agr traidng krna chhaty hian tu wo tu 10 $ sa bhi start ho skti ha pr agr aap kamyab trading chhaty hian tu uss k liaye aap k pas s200 4 tak hony chaye
                      • #176 Collapse

                        Forex market mai trading krnay ka sb say best benefit ye hai k forex market mai trading krnay k liye kisi b trha ki limited amount required nhi hoti or trader kisi b amount say trading start kr skta hai or small amount ko b huge amount mai change krnay mai kamyab ho skta hai.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #177 Collapse

                          Bhai g forex trading mai investment achi hogi tu profit be acha hoga lakin mai insta per trading bunas sai kerta hon ye bunas posts kernna sai milta hy 100 ka balane ho tu apki trading achi ho sakti hy
                          • #178 Collapse

                            ager ap insta forex ku apna broker rekhna chahty hain tu ap aik dollar say account open ker sakty hain but aik dollar pay earning kerna mushkil hu jata hai. ic liye account 1000dollar ka open karain ta k profit acha mily.
                            • #179 Collapse

                              Agar aap key pas 1 dollar bhi hy to aap is sey trading kr saktey hain. Lekan is tarah ki trading main aap loss ko control nahi kar payen gey. Is leye behtar yehi hy keh aik suitable amount sey hi trading ki jaye takeh loss ko control bhi kia ja sakay aur kuch na kuch profit bhi nikala ja sakay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                janab is business main esi koi khass restrictions bilkul bhi nahin hain.. agar ap iss business main trading karnay k liye minimum 5$ se bhi start lenge tou ap buhat zada easily iss business se achi earnings kar lenge bus uskay liye sabsay pehel yeh buhat zada zaruri hae k ap kay iss business se related proper learning and knowledge ho,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X