Over trading k nuqsanaat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading k nuqsanaat
    Dear fellow members main apko aj is thread main money management k hawaly se kuch information share Karun ga, jis ki waja se aksar traders apny capital se hath dho beth'ty hain, to sun lijiye k ap kabi b kisi b halaat main over trading na karain. Ho sakta hy aik adh bar ap earning kar bhib lain magar ultimate end result main ap apna capital loose kar Bethany gy.. thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes brother! Over trading k ap is tarah mind me rakhen k ye hmary capital pe over load he jo bahot jald hmary capital ko zero krny ki salahiat rakhta he. Doosri bat ye sefety k total khilaf he,is liy safety k khilaf mat jaen.over trafing ko ap apny balance k liy zehr'e'qatil samjhen jo kisi bhi waqt ap k balance ko khatm kr sakta he.
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum dear forex members.
      Dear jahan tk main smjhta hn aik time main 2 se ziada trad mat lagen q k banda Aik ya 2 se ziada trades pa tawajuh ni kr sakta. Thanks dear members
      • #4 Collapse

        Walaikum Assalam G bhai maybe Aap Ki bath say agri Hoon Jab Tak aap ko trading the proper knowledge nahi ho jata tab tak aap ek do yeah 3 trades hey Jada open mat kare aur Choti Choti lots trade kare
        • #5 Collapse

          Dear friend app ny billkull theek kaha main app sy itaafaq kerta hon bhai jaan humy chaheay k hum mature and professional trading kery app kbi b over trading na kery ager app over trading kero gay to app loss kero gay kyn k profit k liay market main sahee time pe analysis bahoot zaroori hy
          • #6 Collapse

            Over trading ka sab say bara nuksan ya hai kay hamara account jaldi wash ho jata hai or survive kay chances kam ho jatay hain ya aisi mesal hai kay aik ghubaray main hum us key gunjaysh say zeyda hawa bhar dain kay zara sa jhaka wo bardasht na kar sakay or phat jaye.
            • #7 Collapse

              over trading ka matlb hy ky ak sy ziada account bnana and phir jb ak sy ziada account ho gy to un py pori tarha sy tawaja ni di jati and bht e ziad nuksan ho jata hy over trading krney waley apna faida sochtey hain but unko nuksan e hota hy over trading krney sy is liye over trading sy bachna chahye and apna faida sochtey huwey trading krni chahye...thanks
              • #8 Collapse

                Aksar auqat over trading niqsan ka baic banti ha agr aik trade main acha profit a gaya ha to hum bahut ziyada overconfidence ho jatay hain aur over tarding krna start kr detay hain jis mi vja say aik to hmara account wash hota ha sath main jo profit earn kea hua hota ha wo bhi loss main convert ho jata ha so try krni chaheay k over trading say avoid krain.
                • #9 Collapse

                  Dear dosto overtrading k bray min sab dosto NY bhot Acha likha hai k over trade na krain but yeh sab yah an likhnay ki baatain hain hum likh tay to hain but amal I krtay or hum Jo strategies bnaty hain un per amal ni kerty hum srif likhnay ki had tak hi hain jab humra CAPTIAL wash ho jata hai to hum Es trah hi likhnay hain so be careful ur capital
                  • #10 Collapse

                    i think, ap ku forex m kni bhee over trding nhi krni chhye kio k ap forex m over trding kr kay zyada risk l rhe hu ju k ap ki paise loss kra skta hay is lye ap ku chhye kbi bhee over trding na krey balky over trding krne se bachey is tara ap ke paise safe rahey gey
                    • #11 Collapse

                      agar hum theak say money managemnet karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen hoti hay esmain humay lot size ka theak say use karna chahiye kyun keh agar hum esmain lalach karen gay to es trha earning nahi ulta loss he hota hay humay trade apny balance kay hesab sy karni chahiye
                      • #12 Collapse

                        Haqiqat ye e ha k jb hm ak trade win kr lety hain tu may b over confidence smj len ya greed phr bina sochy smjy hm over trading start kr dety hain jo end py loss ka baes bnta ha 2 batain hain jin ki waja sy aksar log overtrade krty ya tb jb wo trade loss kr den aur un k damagh main ye bat gus jy k main kcy har skta hn ya b overcnfident
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading k nuqsanaat

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Cm1 پيغام ديکھيے
                          Dear fellow members main apko aj is thread main money management k hawaly se kuch information share Karun ga, jis ki waja se aksar traders apny capital se hath dho beth'ty hain, to sun lijiye k ap kabi b kisi b halaat main over trading na karain. Ho sakta hy aik adh bar ap earning kar bhib lain magar ultimate end result main ap apna capital loose kar Bethany gy.. thanks
                          Jab Ham Wafa confidence Mein Aakar trade Karte Hain To usmein Hamen nuksan hota hai isliye ke overconfidence Mein Aakar trade Nahin Karni chahie Hamen chahie ke Ham pure analyse Karke experience Hasil Karke trade Karen to hamesha Mein fayda hoga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X