fundamenal analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fundamenal analysis
    mara swal yah ha kh fundamental analysis kia hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Fundamental analysis se murad news trading hai. News ka market ki fluctuation main bara role hai aur jab kabi high impact news hoti hai to un per hum easily trade kar sakte hain aur kafi achi profit bhi kar sakte hain. News trading na karen to ziyada behter hota hai.
    • #3 Collapse

      Fundamental analysis ka matlab hai K news par Analysis,fundamental Analysis main hum baray bara mulkoun ki Economies main anay Walay chotay chotay utaar Charhao ko note kartay hain or market main un k impact ka tajziya kartay hain,like Aaj kaal NZD nechay hai coz us Ka intrest Rate,GDP,PPI CPI Data Acha nahin Ayaa...Economical calander ko Dekh kar he fundamental Analysis Kiyaa jata hai
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #4 Collapse

        bhai main new comer hon is ka sahih pta na ha fundamental bhi market ki koi updates hoti hain jo market pr bht acha asr dalti hain aor market kay trends phr change ho jaty hain
        • #5 Collapse

          dear sir me is k bare me kuch nhe keh sakti hun q k me is k bare me kuch nhe janti hun me abi is busienss ko sekh rahi hun or muje abi tak is k bare me itni information nhe hai is k bare me hamare senior bhai apko kuch bata skate hain...
          • #6 Collapse

            jab kabi high impact news hoti hai to un per hum easily trade kar sakte hain aur kafi achi profit bhi kar sakte hain. News trading na karen to ziyada behter hota hai.Fundamental analysis in Forex is a type of market analysis which involves studying of the economic situation of countries to trade currencies more effectively.
            • #7 Collapse

              Forex trading means ones online business for everyone yeh ek business hai jo worldwide bohot popular hai aur hum ghar mein beth kar iss business ko control kar sakte hai iss mein hum money aur dosari cheezon ki buy and sell karte hai jis sy hum ko profit hasil hota haiIit is very good for you to look for a very good means that you will use to develop your trading package so that you will be able to make good money at any given period of time
              • #8 Collapse

                jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee
                • #9 Collapse

                  forex trading me news basis per kya janay analysis ko funda mental analysis kehty hayn yeah long term direction ko set kerty hayn and but kub kub kesay kesay move hogi is ka faisal phir bhi technicals he kerty hayn
                  • #10 Collapse

                    asslam o alikum bahi jan jo ap ney sawwl pocha hai is ka jawab ye hai key ap fandamatal ko news kah sektey is hum is zuban main news ko wach ker ney ko fanamantal keh tey hai janb
                    • #11 Collapse

                      Funda mental ka mutlib ha buniyadi jo k news ka mutabiq ho is ko fundamental analysis katay han doosra technical analysis hota jo k mustakil hotaha .....
                      • #12 Collapse

                        forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe yeh aik highly risky business hay jub candle stick chart read kerna aa jayega pata chal jayega...
                        • #13 Collapse

                          dear friend is main bohat say analyzers trading k baray main baat cheet kertay hain and apanai view waghair dyatay hai k market kis waqt kis position main ho sakti hai.
                          • #14 Collapse

                            fundamental analysis wo hota hai jo bunyadi analysis hota hai main tou is k bare main itna hi janta hun lekin agar humare senior ko is k bare me mazeed malumat ho tou humare sat share kare take humari rehnumain hosake........
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              fundamental analyses krnay k liye market mai search krna hota hai speeches ko read krna hota hai Supply and demand ko dekhna hota hai or other traders kiya kh rhay hai unhay dekhna hota hai or sb say zyada important Newses ko read krna hota hai or newses k mutabik hi trading krnay ko fundamental trading khtay hai.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X