Ap ki personal motivation ap ki success key hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap ki personal motivation ap ki success key hay
    bohat sey log loss karkay khud ko yehi smajhtay hain kay bas wo earning nahe kar skatay try keya lakin loss kar diya asal mei kahin kahin unn mei kami paai jaati hay skills ki kami learning ki kami experience ya best strategy ki kami so mai samjhta hun koi bhi success honay wala trader wo hota hay jo khud ko motivate karta rehta hay kay kay wo kamyab hoga ess wajah se wo mehnat karta hay apni mistakes ko improve karkay success leta ahy esliye motivation honi chaiye
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han ap ne bilkul.theek kaha bihtcse aese rade hay jo k aik bar loss hi jane k bad dil bardashta ho jate hay aur samjhte hay k hum is main kamiab nai ho sakte is laiy wo trading chore dete hay jab k unhe cahiay k wo aoni mehnat ko jari rakhe take un se jo mistakes hui hay wo unhe khtam.kar sake aur again apni achi trading kar sake aur achi earning kar sake is tarha wo apni mistakes ko follow kar sakte hay aur apni success ko motivate kar sake
    • #3 Collapse

      Dear personel success maen he motivation hy ager app jab bhe greed k sath trade karo gay to pher app kabhe bhe successful trader nahe ban sagty haen app ko mehnat kerna ho ge our app ko isi main faida hy hard work karo koin k mehnat main azmat hy jab chota profit accept karo gay to us say confidence aey ga our app ko auto pay motivation milay ge
      • #4 Collapse

        Yes dear member ap ne sahi kaha k kuch trader asa hinkrty hain k trading se loss pe himat har jaty hain or phir ye khty hain k shyed trading un k bas ka kam nahi bat ye nahi ha k trading kisi ko na asaky .main point ye ha us ne seekha ha ya nahi koi bhinkam ho us ko phly sekhny se hi ata ha us k bat pata chaltabha k ap kitny pani mai hain .khud ko trading k liye naahal smjhna ye galat bat ha .forecx ap kisi bhi umar main kr skty ho but learning lazmi ha .achi trah sekh kr shuru krana phir mehnat se kam krna hi kamyabhi ha .
        • #5 Collapse

          Jee haan bhai aap theek keh rahy hain kabi bhi ghabra ky ye nahien soochna chayee ky wo earning nahin kar sakty koi na koi kami reh jati hy knowledge and practice main ais liye nakami ka moo deekhn parta hy her trader ko apna confidence ko build karny ky liye apni trade slowly and wisely la ker chalna chahyee
          • #6 Collapse

            Traders ki kamyaabi our un ki motivation wo app khud say ker sagtay jab bhe app ki income day by day ache hoti jaey ge our app ki motivation hoti jaey ge kisi bhe speacher ko sunany ki zarorat bhe nahe parey ge us main aik trader khud apna teachee our sab khuch hota hy
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              successful traders kay liye yehi baat importance rakhti hay kay wo khud ko motivate bhi kartay hain kyun kay wo jab loss kartay hain apni planning pe kaim rehtay hain khud ko motivate kartay hain positive raehtay hain mazeed behteri kartay hain planning discipline kay saath success hasil kar letay hain....

              اب آن لائن

              Working...
              X