Forex trading main take profit wala indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main take profit wala indicator
    Dear kafi saray logon ko ye ni pata hota kay entry point kay bad take profit limit kitna lagana hai.
    Aap ko pata hona chiay kay market main aik aisa indicator aap kay insta forex bonus account kay mt4 main mojood hai.
    Jis per take profit laga saktay hain.
    Us indicator ka name hai average true range jitnay pips ka average true range indicator per show ho ra ho. Daily chart per to utna he dia karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well bro aap ne kafi information di hai main ne iss indicator ko pehlay kabhi use ni kia hai aur na hi mjy iska koi experience hai to please aap aik aur theard lga kr iss indicator k bare men explain k sath hamen breif kr den tak ham bhi iss se faida utha saken qk apka experience ziada hai aur aap isse use krte rehte hain to aap hamen easlea iske bare men breifing de sakte hain ta k hamen bhibisko use krna aajay
    • #3 Collapse

      Gee bhai aap ne tou bahut hi zabardast information di hai aur aaj kal tou science ne itni taraqee kar le hai kay uss mein her cheez ka tor maujood hai aur humain aise indicator ko use kar kay market mein trading karni chabyea ta kay faida bhi ho
      • #4 Collapse

        Assalamualaikum

        Ji Bhai aapne Bahut Achi knowledge share Ki Hai Mujhe be indicated ke baare mein Maloom Na Tha aap ki post se Mujhe indicator ke baare mein Maloom chala bas aise hi Achi Achi post kar rahe Taki Hum Jaise new user ko trading sikhne ka mauka mile
        • #5 Collapse

          Well done brother AP ne bhot acha thread creat Kia aor bhot hi nice information share ki AP sab senior members see guzarish Hy ke AP aise thread creat kie kren jis see Baki logo aor new bi ko khas Kar knowledge hasil ho
          • #6 Collapse

            forex men bahot sy aisy indicators hain jo agr aap use karren to wo apko bahot sa naffa dety hain mgr jo indicators main apko bataun ga wo mery azmooda hain aur unka results b bahot acha hae jaisa k RSI and MACD ye bahot eachy hain.
            • #7 Collapse

              Gee haan bhai aap ki baat bilkul theek hai aur aap ne forum per aik bahut zabardast information generate ki hai aap ne average true range indicator ka bataya hai jo kay bahut zabardast indicator hai aur iss se 90 % accurate result miltay hain
              • #8 Collapse

                I am fully agree with u because its new indicator I am not worked it please Es knowledge humay bhi do or 1 baat k ap loog forex trading Jo indicated use ker raha usay hi istamal krain ap ki experience use per hai ap us say hi profit gain krain BOLANGER BAND or PARABOLIC and HACKA NACHI Jo jis per trade raha hai usi per trade kray new indicate ka experiences gain kray
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
                  Dear kafi saray logon ko ye ni pata hota kay entry point kay bad take profit limit kitna lagana hai.
                  Aap ko pata hona chiay kay market main aik aisa indicator aap kay insta forex bonus account kay mt4 main mojood hai.
                  Jis per take profit laga saktay hain.
                  Us indicator ka name hai average true range jitnay pips ka average true range indicator per show ho ra ho. Daily chart per to utna he dia karain.
                  manrakhan Mahto Forex trading Mein Aisa Koi Bhi indicator Nahi Jo Hume stop loss and take profit To Kabhi Bataye yea toh two signals Hote Hain Jo Hame take profit over stop loss ka batate hain
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    bhai thanks ap ny bht achi information share ki jhai forex trading ma knowldge aor experience chye hota hai aor indiactors humen account manage krny ma help dety hain apko indiactors indicate krty hain ky market kahan tk ja skti haiknowldge apko khud hasil krna hota hai aor risk ko manage krna hota hai
                    Acha kaam achy daam

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X