Confidence building in trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence building in trading
    dear members trading main kamyaab hony ky liye aap ka confidence high hona chayee and ais ky liye slowley apni trade ko learning ky saath ley ker chaleen ager aap aik dam ziyada earnig ky chakroon main account wash ky saath saath apna confidence loos kar daity hain ais liye confidence and earning dono slowly and wisely trade sy barhty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai AP agar kisi field men bhi jaty hen to apko confidant hona hona Hy iske bagair apkisi faield men kamyab nai ho sakty islie AP forex men biliul satisfied ho ke trade lagayen aor AP asani see acha profit bana sakty he
    • #3 Collapse

      Bhai yeh bht ehaam chz hay jiss trah ka confiedence zarori hotaa hay wo sirf hmn new traders mein demo prr mashaaq krty waqt dkhnay ko miltaa hay - aur hmn yeh bat zehan nasheen kar leni chahye kay forex mein dono chzn ho skti hein munafaa bhi aur nuqsaan bhi lehazaa kisi chz say darnay ki zaror nahi hay aur araam say mony mngment parr amal kr kay kam krty jeyein baqi ALLAH ki zaat par sab kch chor dein
      • #4 Collapse

        G bhai maybe Aap Ki Barse agri Karta Hoon K Agar Humko trading karte huye confidence nahi hoga toh hum acche trading nahi kar sakte Hamesha Kamyab hone ke liye Hame Apne confidence ko Bahar Rakhna chahiye Agar Hamara confidence achha hoga toh hum acche se chatting kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Dosto agr ap kisi b field ma jty hy or chaty hy k ap os field ma kamyab ho to es k ly zroori hy k ap ka confidence level high hona chy trading ma b aisy hy agr ap chaty hy k ap trading ma kamyab ho or Acha profit hsal kr to es k ly zroori hy k ap ko apna confidence level high krna pry ga or ye confidence level ap mhenat kr or practice kr k he hsal kr skty hy
          • #6 Collapse

            best trading kay liye ap kay confidence ka bhi best hona bohat ehmiyat rakhta hay apni learning kay saath apnay confidence ko bhi high karnay ki effort jaari rakhen agar ap asya karen gay kay foran ap ko zyada earning ho ap ess chakron mei hongay toy ap loss karen gay hamesha apni trading ko confidence kay saath karen
            • #7 Collapse

              Dear frend hmy apne confidance level ko control rakhna chaye or ne he bhot zayda kam karna chaye kun k jab hm over confidance ho kar tread lgaty hai to ye b hmary liye khatrnak hai or agar hm lose ho kar b tread lgaye gy to es mai b hm koi acha faisla nai kar saky gy es loye apne ap ko normal rakhna achi tread k loye behtar hai.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                dear members trading main kamyaab hony ky liye aap ka confidence high hona chayee and ais ky liye slowley apni trade ko learning ky saath ley ker chaleen ager aap aik dam ziyada earnig ky chakroon main account wash ky saath saath apna confidence loos kar daity hain ais liye confidence and earning dono slowly and wisely trade sy barhty hain
                Forex trading hydrogen score of no confidence delete karna bahut jyada Jaroori Hai Kyunki Jab tridentsqa confidence achha hoga toh Woh achchi analysis Karz Hindi or achi trading Karenge achieved
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                  dear members trading main kamyaab hony ky liye aap ka confidence high hona chayee and ais ky liye slowley apni trade ko learning ky saath ley ker chaleen ager aap aik dam ziyada earnig ky chakroon main account wash ky saath saath apna confidence loos kar daity hain ais liye confidence and earning dono slowly and wisely trade sy barhty hain
                  Forex trading made traders ka confidence both matter karta hai qk Jab traders ko Khud Pe confidence hoga toh unko Apne analysis baby Yakeen Hoga Aur Woh fresh Ho Kar trading Karenge
                  • #10 Collapse

                    g bhai bilkul forex trading e ni baki bhi kisi bhi field mein aap ko ager kamyab hona hai to us k lie jo sab se zaruri chez hai wo hai confidence ager ap confidence loss krte hain to ap us field me bhi loss ker jaen ge aur ager aap ka confidence boost up hai to phir us field me ap ek na ek din kamyab ho e ajen ge
                    • #11 Collapse

                      Salam bhai ap ny sahe kaha ha or confidence ideas copy krny sy kbe ni aata ap khud jb apna mind use kr k trading kren gy to confidence b aaey ga or hm mn aksar log confuse ho jaty hn ik b ghalt trade ho jaey phr woh apna faisala ni ly sktay unko apny oper or Allah Rabulizzat pr bharosa krna chaeye woh deta ha jo b jitni koshish krta ha ab depend hm pr krta ha k kaun kitni mehnat kr k apna pr etmad krta ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        gee haan bhai aap ny durust kaha hy forex main aap confidence ky baghair aap koi bhi decsion nahin lay sakty ais liye humain forex main aik he baar ameer hony ky chakroon main apna confidence and acoount dono loss nahien karny chayee slowly slowly agy barhana chahyee

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X