Apni mehnat se life style badal dalo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni mehnat se life style badal dalo
    Members main ne kafi aise traders ko dekha hai k jab unhon ne forex strartki thi thi to boggeningen unki maali position kch tjeak ni thi thi but waqt guzarne k sath sath unki life men kafi changing aa ggi hai aur ab unkiaali position pehlay ki nisbat kafi behtar hogi hai isliye hamen bgi koshish aur lagan k sath iss buisness pe aboor hasil krna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai ap nay bilkuol sahi frmaya mehnat ky bger kch v nahi hotaa - ager aik bndaaa wo saraa din bthay bthay guzaar dy aur kahyee yeh hjaye yeh hjye lakin akhir mein kia hota hay kay wo kam adhoora reh jata hay q kay uc mein mehnat ki bht talab hoti hay - aur dusri traf aik bndaa wo than kletaa hay kay ab krnaa hay to bs krnaa hay aur wo apni pori mehnat krtaa hy din raat aik kr detaa hay to uce uc ki mehnat ka achaa silaa miltaa hay jo baad mein uce bht faidaa detaa hay
    • #3 Collapse

      bhai g aapki baat theek hae mgr forex bahot ziada mehnat mangti hae aisy asan kaam ni hae iss say paisa kamana q k ye wohi banda ko naffa dyti hae jo ispy poori tawajho dyta hae aur poori mehnat say tuch rehta hae to phr iss baat men koe shak ni hae k ye bandy ki life style ko tabdeel karti hae.
      • #4 Collapse

        Bhai Jan bilkul AP ne bhot achi bat ki ham apna life style bilkul chanfe Kar sakty hen agar ham forex ko ark professional and see sekhen iskilie hamen mehnat to bhot karna hoge lekin AP ko iske results bhot ache milen ge
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mianwali پيغام ديکھيے
          Members main ne kafi aise traders ko dekha hai k jab unhon ne forex strartki thi thi to boggeningen unki maali position kch tjeak ni thi thi but waqt guzarne k sath sath unki life men kafi changing aa ggi hai aur ab unkiaali position pehlay ki nisbat kafi behtar hogi hai isliye hamen bgi koshish aur lagan k sath iss buisness pe aboor hasil krna hai
          Yeh aapki baat bilkul theek hai agar Hum Apne Lifestyle co change karna chahte hain toh uske liye Jaroori hai kya proper hardworking Kare Kabhi Hum acche earning kar sakte hain
          • #6 Collapse

            aap apni mehnat se apna life style badal sakty hain ye jis ne bhi kaha hai bilkul sahi kaha hai aap apna life style is tarha badal sakty hain kay agar aap ko trading kay tamam rules aaty hain or aap un rules ko follow karty huay is se trading kar kay kitna ziada profit kama sakty hain jo aap ki zindagi badal sakta hai trading aesa kaam hai jo mehnat mangta hai aap is ko mehnat do or ye aap ko achi output day gi jo aap is se chahty hain
            • #7 Collapse

              G bilkual ap ny thek kaha hy is mn agar hum mehnat kary gy tu humeny boht faida ho ga is lye humeny os mn agar mehnat karey gy tu humeny boht faida ho ga is lye humeny chayeh k hum is mn mehnat sy kaam kar k apni life change kar sktey hny...
              • #8 Collapse

                G ha such kaha k forex ne bht se logon ki zidagi asaan kr di ha .is main bhi un ki mehnat ka natija ha .kuch trade jo forex join krny se phly maashi halat achi nahi thi but unhon ne jb forex trading main mehnat ki apni skills ko ujagar kai .to un k zidagi ky halat badalny lagi.or wo khushhal hoty hye .
                • #9 Collapse

                  bilkul jee jnb ap ki bat shi h agr ap khud ku sabat krna chhtey he tu ap ku apni life ka andaz badalna hu ga aur ap ku phle se bhee zyada mehnat ki zroorat prhey gi phir ap ka hr pahlo yaqeenan badal jye ga.
                  • #10 Collapse

                    G han bilkul sahi kaha ap ne k meh at ke bina koi or kamyabi ka rasta nahi ha mehnat ky bger kch v nahi hotaa - ager aik bndaaa wo saraa din bthay bthay guzaar dy aur kahyee yeh hjaye yeh hjye lakin akhir mein kia hota hay kay wo kam adhoora reh jata hay q kay uc mein mehnat ki bht talab hoti hay - aur dusri traf aik bndaa wo than kletaa hay kay ab krnaa hay to bs krnaa hay aur wo apni pori mehnat krtaa hy din raat aik kr detaa Mehnat or achi lerning se hi kamyabi hasil hoti ha
                    • #11 Collapse

                      Salam ap sb doston ny bht achi baten kahe hn or mn us sy itefaq krta hn forex mn bht sy log nakam or bht sy kamiab hoy hn nakam logon ny shuru mn success li lekin bad mn naakam ho kr chor gay waja greed the or jo nakam hoy woh lgay ry hn or ab un sy behtr position mn hn.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Ap sahe keh rahay ho forex trading main agr hum kamyabi hasil kr letay hain to hmari maali tensions bahut had tak door ho skti ha. Bahut say log aisay hain jo financially tor pay weak thay lekin unho nay forex ko aik target bna lia tha ab wo forex main achi earning kr rahay hain jis ki vja say unki financial needs bahut had tak cover ho skti hain. So hmain bhi chaheay k forex pay mehnat krain aur forex say achi income hasil kr k apni life style ko behtar bnaen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X