hum emotions kay begair kesay trading kar saktay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum emotions kay begair kesay trading kar saktay hain
    hum mostly emotional tub hotay hain jub humainy bohat zada loss hota ha to agr hum apnay emotion ko khatam karna chahtay hain to humainy aisay technical analysis karna chahiey jis me hamara wining ratio 60 to 70% ho mean humainy kuch na kuch profit milta rehay agr hum emotional ho kar trading karay gay to wo hamari health kay liey b nuksaan daay ha ap practice se jitna zada ho sakay confidence gain karay ta kay emtional na ho hum kabi b
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    traders key emotions ki waja se loss ho jata hay esy emotions jes ki waja se account safe na ho to hamy esy emotions ko control karna bahot zarori ho jata hay, traders agar daily profit targets step by step earn karny ki planing karen gey to mery khayal me emotional hony ka sawal hi peda nahi ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      dear yeh question hay k ham emotions k baghair kaisay trading kar saktay hain likin is sawal ka answer koi propper nai day saka q k forex business hay he aisa jis main emotions ka samna karna he parta hay har haal main aur is ka hal tab tak nai nikalta hay jub tak hamara account aik do baar washed na ho jaye ,maine har kisi ko yahi kehtay suna hay k emotions ka hal hay aik do baar accounts ka washed ho jana is k ilawa accounts holder ko sabak nai milta hay.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
        hum mostly emotional tub hotay hain jub humainy bohat zada loss hota ha to agr hum apnay emotion ko khatam karna chahtay hain to humainy aisay technical analysis karna chahiey jis me hamara wining ratio 60 to 70% ho mean humainy kuch na kuch profit milta rehay agr hum emotional ho kar trading karay gay to wo hamari health kay liey b nuksaan daay ha ap practice se jitna zada ho sakay confidence gain karay ta kay emtional na ho hum kabi b
        emotions Ke Bina trading karne ka sirf ek Tarika Hai Ke Hum Los 4 part of trade Sanjay nose ko apne liye tension na Banaye aur Kabhi bi trading karte huye grade Na Kare
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
          hum mostly emotional tub hotay hain jub humainy bohat zada loss hota ha to agr hum apnay emotion ko khatam karna chahtay hain to humainy aisay technical analysis karna chahiey jis me hamara wining ratio 60 to 70% ho mean humainy kuch na kuch profit milta rehay agr hum emotional ho kar trading karay gay to wo hamari health kay liey b nuksaan daay ha ap practice se jitna zada ho sakay confidence gain karay ta kay emtional na ho hum kabi b
          Bahut jyada traders in trading karte huye emotions se kaam Lete Hain lekin emotions card trading mein koi kaam nahi hai Aksar trailer is a loss ka pyar karte hain Jiski wajah se vo acchi trading nahi kar Pate aur apni planning bhi achi nahi kar sakte

          اب آن لائن

          Working...
          X