Stop loss kay sath profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss kay sath profit
    Kya aap ko pata hai kay stop loss kitna zaroori hai trading mein jab aap koi trade lagaty hain tou uss ka stop loss lazmi lagain jab aap ki trade 15 pips plus ma chali jay to aap apna stop lose be plus mein laga dain aap ko sl aur tp donoun pe faida hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee bhai stop loss se humain profit tou nahin hota hai aur yeh hota hai keh hum apni trading mein loss ko control mein kartay hain aur humain apni forex trading mein sahih point per stop loss ka istemaal karna chahyea aur hum apni trading mein loss na karain aur acha profit hasil karain

    اب آن لائن

    Working...
    X