Kabhi kisi trade k stop loss ko modify na krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi kisi trade k stop loss ko modify na krein
    Trading k dauraan market situation dekhty huye kuch traders apny stop lossko modify krty huye barha detey hain jo k aik ghalat tareeqa hy aur zyiada loss ki taraf ley k ja sakta hy iss liey zyiada loss sy bachny k liey kam loss ko accept krein aur stop loss ko kabhi modify na krein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul Bhai aesa kerny sy tou loss hamesha increase ho ho sakta hai ky agar ham market ki movement ko dekh ker stop loss amend kerty hain ky market Shyed reverse ho jaey lekin aesa hota nehi hai aur loss increase ho jata hai so jab aik dafa analysis ker ky stop loss laga dia tou agar hit hota hai tou hony dain recoverable hoga
    • #3 Collapse

      That's reality mostly trader loss ko modify ker dairy hain Jo zida loss ka sabab banta hai if data strong then according to trade modify kia ja sakta hai apni trade ko proper plan k sath kro r any account ko 20% loss per lo Es say zida na ho then u will succsfull trade for coming soon and no tension
      • #4 Collapse

        Stop loss ho ya take profit jab apny aik dafa soch samajh ker trade open ker di tou jab tak auto per close na ho tou kisi point ko bhi market ki movement dekh ker adjust kerny ki koshish na kerain warna bahot loss ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi barakatuhu pyare bhai jaan min Forex trading min new hu abi muje itna knowledge in Hy Apne nice qustoin Kia Hy min apke bat ko fellow kro ga thanks u so much dear brother
          • #6 Collapse

            Bihar agar aap kisi ke trade ko modify karne ki koshish Karenge toh uske liye aap ko nuksaan hi ho sakta hai Kyunki aap Kisi CarTrade Agar modify karne ki koshish karte hain toh usse aapko fake to nuksaan bhi hota hai aur Aap Ka Achar bhi kharab ho jata hai aur aapka account password without phone Kabhi Khatra hota hai ISI vajah Se Jyada Yaad kare
            • #7 Collapse

              Assalamu Alaikum dear sir aapne bilkul theek kaha hai Forex trading karte hai agar aap ki lot market ki Mahalaxmi Chali Jati Hai Koi posting ko aap ko chahiye ke waiting karne se achha hai mere yaar main toh stop loss Laga De Agar market Itna move kar Jati Hai Ke Wapas Munna Namumkin ho jata hai usse achha hai ke woh aap stop loss he use kare
              ALWAYS BE HAPPY
              • #8 Collapse

                g dost bahot acha mashwara diya hy aap ny aur stop loss hit honay mein traders ko tension nhi leni chahiey keun k ye trading ka hissa hy aur stop loss hit honay k baad new trade lagany sey pehly aik bar zroor soch liya krein k kahien hamari next trade bhi stop loss ko hit to nhi kry gi agr aisa ho to phir us pair py trade na lagaein
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
                  Trading k dauraan market situation dekhty huye kuch traders apny stop lossko modify krty huye barha detey hain jo k aik ghalat tareeqa hy aur zyiada loss ki taraf ley k ja sakta hy iss liey zyiada loss sy bachny k liey kam loss ko accept krein aur stop loss ko kabhi modify na krein
                  Traders ko chahiye K trading karte huye kabhi bhi Dena stop loss ke grid Na Kare traders ke account was he is liye hote hain Kyunki Jab Woh trade karte hain to stop loss use nahi karte

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X