Zyiada leverage profit aur loss mein sy kis ki reason banta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zyiada leverage profit aur loss mein sy kis ki reason banta hy
    Dear members bahot sy logon ka zyiada leverage k baary mein ye khayal hy k ye loss ki wajha banta hy jb k kuch isay profit k liey pasand krty hain lekin main kehta houn k iss mein leverage ka koi amal dakhal nhi balky apki planning ,analysis aur trading style hi apko loss ya profit ki taraf ley k jaaty hain ap sab is baary mein kiya kehty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Leverage jitni zyada ap select kerty hain tou profit ya loss usi hisab sy hota hai ky agar profit hasil hota hai tou woh bhi zyada hota hai aur agar loss hota hai tou bahot jald account wash bhi ho sakta hai lehaza zyada profit hasil hony kisi trade main meaningless hota hai lekin account wash ho jana bahot meaningful hota hai ky next deposit ky liay amount arrange kerna perti hai
    • #3 Collapse

      Yeh Baat bilkul throws package Itna Jyada Bada language Hota Hai Itna Jyada profit Jyada hota hai Kyuki leverage 1 lot size kitna hota hai aur aapka kitna bada lot size Hoga aapko Itna Jyada Bada kalakar
      • #4 Collapse

        Bhai g merey hisaab sy profit ya loss ki reason leverage kabhi nhi hota keun k agr trader ka experience sahi hy to woh chahy leverage kam ho ya zyiada profit bana leta hy issi tarah kam experience waaly trader k pas jitna acha leverage ho woh apna account wash kara beth'ta hy is liey loss ya profit ki reason leverage nhi balky knowledge experience ,money management, planning and strategy ye sari reasons hoti hain profit ya loss ki
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: QasimKhan0601 پيغام ديکھيے
          Dear members bahot sy logon ka zyiada leverage k baary mein ye khayal hy k ye loss ki wajha banta hy jb k kuch isay profit k liey pasand krty hain lekin main kehta houn k iss mein leverage ka koi amal dakhal nhi balky apki planning ,analysis aur trading style hi apko loss ya profit ki taraf ley k jaaty hain ap sab is baary mein kiya kehty hain
          Ji Bhai aap bilkul theek kar rahe hai ziada leverage size a prophet Bila hota hai aur loss making pizza delivery guys rakhne se Hamara account Kapil is gup Hoga qk Agar trade Thodi bhi Hamare against gayi toh Hamara dost bahut jyada Hoga aur account me jaldi mast ho jayega
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: QasimKhan0601 پيغام ديکھيے
            Dear members bahot sy logon ka zyiada leverage k baary mein ye khayal hy k ye loss ki wajha banta hy jb k kuch isay profit k liey pasand krty hain lekin main kehta houn k iss mein leverage ka koi amal dakhal nhi balky apki planning ,analysis aur trading style hi apko loss ya profit ki taraf ley k jaaty hain ap sab is baary mein kiya kehty hain
            Forex trading ka account banate Waqt leverage ka size thik Rakhna bahut jyada matter Karta Hai Kyunki Agar traders big leverage size use Karenge toh unko trading bahut jyada carefully karni padegi

            اب آن لائن

            Working...
            X