Dear friends ajj main app sy aik achi si baat share kerny wala hon , app ny daika hoga k log 2 ya 4 din main bonus account wash ker dety hain app ko waja ka pata ni hoga asal waja ye k log seriously trading nahi kerty, muft ka maal smjhty hain , k next month fir aa jay ga aisa nahi kerna chaheay kyn k pory maheena ki mehnat hoti hay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим