Mobile vs Pc or Laptop

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mobile vs Pc or Laptop
    Asalam u Alikum
    To all members

    Bhai mere khayal main pc aur laptop se trading aur forex main kaam kerna bohat zayada aasan hai na k mobile se kyun k mobile ki posting main zayda achi post qualities dhaikny main nahi aa raahi iski aik waja small keyboard hai jo mobile ka hota hai aur doseri traf pc aur laptop k keyboard baary hoty hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai mein ap ko yehe khn ga ky bht c log laptop istmaal krty hein aur jo bilkul nayee hotay hein wo srf pc ka istmaal kar ke hee apni trading ka aghaaz krty hein lakin kch log srf mobile ka istmaal kr ky hee jo uc kay andar indicators htay hein unhi ko istmaal kr ky achaa khasaa munaafa kama lety hein - aur mjhy v lagtaa hy kay jb apkay pas forex ka pora ilm hy to rangeen indicators kch nahi kr skty
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
      Asalam u Alikum
      To all members

      Bhai mere khayal main pc aur laptop se trading aur forex main kaam kerna bohat zayada aasan hai na k mobile se kyun k mobile ki posting main zayda achi post qualities dhaikny main nahi aa raahi iski aik waja small keyboard hai jo mobile ka hota hai aur doseri traf pc aur laptop k keyboard baary hoty hai
      bhai main aap ki Barse agree nahi karta start Mein Jammu mobile pe posts karte hain to us mein thodi problem Aati Hai Lekin Jab Hame Aadat Ho Jati Hai To mobile pe phone se karna bahut Aasan ho jata hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Mobile or PC Ko Dekha J2 mobile sabse best hota hai Kyunki is par aap ke paas bolne wala option bhi hota hai Jaise aap bolkar Jyada Se Jyada trading kar sakte hain waise toh likhne se Banda thak jata hai aur Jyada Se Jyada post nahi kar Pata isiliye mobile sabse Jyada post bhi kar sakte hai
        • #5 Collapse

          Trading karnay ke liye maire khayal say laptop best option hai. Light janay ke sorat mai desktop computers nakam ho jatay hain , jab kay iss kay muqabaly mai laptop ke madad say app apni trading ko distrub honay say bacha sakty hain. mobile per trading majboori mai he karne chaiye . kion ke iss per trading anallsis aur indicator ka use karna kafi mushkil ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Waise to mobile or laptop Dono Mein Hai trading achi hoti hai lekin agar aap mobile par Dekha Jaye to us par aapke paas ek speaker Kabhi option hai Kiliye office Prasad aasani se apni post kar sakte hain Jiske aapko bahut jyada fayda hota hai aur aap ka time hai par Jata Hai based on a se Agra PC par Karte Hai To iska koi nuksaan bhi hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
              Asalam u Alikum
              To all members

              Bhai mere khayal main pc aur laptop se trading aur forex main kaam kerna bohat zayada aasan hai na k mobile se kyun k mobile ki posting main zayda achi post qualities dhaikny main nahi aa raahi iski aik waja small keyboard hai jo mobile ka hota hai aur doseri traf pc aur laptop k keyboard baary hoty hai
              Jado main aapki baat se 50% agree karta hoon aur 50% disagreeing agree isliye karta hoon Kyunki mobile pe posts karna Jyada pasand hai aur disagree isliye Karta Hoon Kyunki mobile se jyada better tarike se posts ki Ja sakti hai
              • #8 Collapse

                Ji ap ki bat bi apny lihaz sy theak hy but. Bat ye hy k jo log job kartt hain ya din ko kagi bzy hty hain to un k lye mushkal hy k wo pc ya laptop apni trading k lye sath ly k jahain....
                Jab j dusri traf mobile asi chez hy k ap apni job ma working time k duran bi jab free ho to trading ko daikh sakty hain or posting karna chahain to wo bi kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Dosto good evening forex trading main.1- ps is best trading way because pc say trade kerni k bhot Fiday hai jaisay k pc per trade kernay sa logo safe rehty hainkyunk pc per trade krny say bar daikh ni sakta lalach (greedy) sukta hai or stoploss ni ho sakta.2- But laptop is better because electricity problem and move able. 3-mobile is very much better for add posting
                  • #10 Collapse

                    Assalam o alikum dear friend me ap ki bat sy itfaq karta hon. mgr me yahan itna khon ga k apny kha hy k mob sy ki gi posting ki quality me farq ata hy to mery bhai asi koi bat nhe hy dono ki same quality hoti hy.
                    • #11 Collapse

                      Dosto wisy to laptop or computer py trading krny sy ap ko asani hoti hy ap bri asani sy es ma trading kr skty ho kiun k es ma icon b bry hoty hy or hr cheez ap ko wazia nazar ati hy jb k mobile ma aisy options ni hoti lkin ap un ko apni pocket ma ni dal skty jb k mobile ko apni pocket ma dal skty hy or khe b kisi b jga py trading ko kr or Dkh skty hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        yes dear, men aap ki baat sey agree kerta hun ku kih mn aap ko batana chahta hun kih laptop light na honey per bhi hamari trading men khalal nai dal sakta hy is liye is liye forex per posts k liye bhi laptop best hy ku kih is ka key board bhi bara hy or aj kal modren hy is liye mera mashwara to laptop ka hy/.............

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X