When you analysis the market chek your trading history
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    When you analysis the market chek your trading history
    Friends agar aap market ko analyse kr rhe hain to aapko chahiye k aap chart ko analys krte waqt apni old trading history ko apne mind men rakha kren iss se aapko bahot faida milne wala hai q k jab aap apni old hitirhi ko dekhen ge aur halia chart ki position ko dekhen ge to aapko trading k motaliq kafi achay ideas mill sakte hain isliye old history ko note kia kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G brother you are right aapki baat bilkul darust hai hamen zarur apni porani trading history ko apne mind men rakhna chahiye balke uske screen shot le ker un pe bar bar gor krna chahiye k ham ne ye candle dekh de jo trade li li ya jis jis setup pe ham trading kr rhe thay uss setup se hamen kia milla aur ham ne apne knowledge k motaliq konsi candle aur uske set-up ko kitna judge kia hai kia hamare analysis kitne percent darust tahy in bato ki continue practice hi hamen next trade men kafi faida de sakti hai
    • #3 Collapse

      hanje jub ham markeet ki analysis karain to hamain apni history ki tarf thori tawajo daini chaye k ham nay past main kia khoya kia paya kis tarha earn kia kis tarha lose kia agar ham saab propper forex markeet main entr honay ka irada rakhain to hamain in baatonki tarf seriosely tawajo daini chaye is main hamara faida hay q k yeh bhi suuccessful ki alamat hay.
      • #4 Collapse

        G bhai ap nay bilkul sahi kaha hmein apni purani trading history ko zaror dkhna chahye - aur ic bat par bhi mukmal itefaaq karta houn kay hmn screnshot lay lene chahye ic sy yh hogaa kay ap ko smjh aye ge market kis wajah say aur q move hui aur yeh wo chzn hein jin per har trader ki nazar hoti hy - aur mere nazdeek yehe forex mein kmyabi ka zariyaa hy - ic par amal karna chahye
        • #5 Collapse

          Ji Bhai hamen anylisis kart wakt market ki move aor is ka wait bhi karna chaie q ke jab AP anylsa karty hen aor market ki movement nai dekhty to apko loss a jata Hy q ke AP intery points ache see confirmation nai Kar paty islie sath men sabar bhi Kia kren
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
            Friends agar aap market ko analyse kr rhe hain to aapko chahiye k aap chart ko analys krte waqt apni old trading history ko apne mind men rakha kren iss se aapko bahot faida milne wala hai q k jab aap apni old hitirhi ko dekhen ge aur halia chart ki position ko dekhen ge to aapko trading k motaliq kafi achay ideas mill sakte hain isliye old history ko note kia kren
            Hum Jab trading ke liye panel or analysis Banaye toh Hoon chahiye ke hum Pehle apni trading history ko dekhne Canvas 2 time job market is situation Mein Thi toh Humne Kiska heart rate Ki Thi Aur Hume profit huwa tha ya loss
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              ji haan ab Itna Jyada market me trading karte hain aap Ko Itna Jyada profit Hota rehta hai agar aap Jyada profit Jaate Hain toh iske liye zaroori hai ki aap Jyada Se Jyada knowledge gain Kare aur Jitna ho sake of agar aap isme Se Jyada Se Jyada fayda Hasil karna chahte hain
              • #8 Collapse

                Darost baat ha insan apni history se bahut kuch sekh sakta lehaza apbi trading history jiss men kuch khas ho apnee pass record rakh leni chaheay yon hamen mustaqbill men uss se sekhaney ka achha moqea mill sakat ha screen shotting best ha
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
                  Friends agar aap market ko analyse kr rhe hain to aapko chahiye k aap chart ko analys krte waqt apni old trading history ko apne mind men rakha kren iss se aapko bahot faida milne wala hai q k jab aap apni old hitirhi ko dekhen ge aur halia chart ki position ko dekhen ge to aapko trading k motaliq kafi achay ideas mill sakte hain isliye old history ko note kia kren
                  Yeh Baat aapki thik hai traders Agar trade karne se pehle apni history check kar lenge toh hone ke liye trading karna achha Ho Jayega Kyun Ke unko Pata Hoga Kam last time only kiss mistake ki wajah shaving hair loss hua tha
                  • #10 Collapse

                    Grr Forex trading major be trading characters analysis Jarur Kare Kyunki Itna Jyada nahi message karte hain aap Ko Itna Jyada fayda Hota rehta hai ISI liye Jyada analysis Karke aap trading Mein achha Se Achcha order Laga sakte hain Arijit na accha Hata Le Jayenge Aap Ko Itna Jyada fayda Hoga aur Jyada nuksaan se baat Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Yes u r right apni trading history ko nhi bhol na chey yeah humay apni pechli mistake ka ah sad delati hainji say hum kuch sheikh ker boat agay ja sukty hai or apnay stop Los ko zida lambda na lain takay Big loss say beach sukain Es say beri baat k apnay asol or plan na bholain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Yes dear member ap ki bat achi ha k jb bhi trading krain to old history bhi mind main rakhni chaye pichala chart bhi read krna chaye or mojooda chart bhi to ap ko samjh aye gi k kia fark ha or trading history ko zaror dkhna chahye - aur ic bat par bhi mukmal itefaaq karta houn kay hmn screnshot lay lene chahye ic sy yh hogaa kay ap ko smjh aye ge market kis wajah say aur q move hui aur yeh wo chzn hein jin per har trader ki nazar hoti hy - aur mere nazdeek yehe forex mein kmyabi ka zariyaa hy - ic par amal karna chahye.is se faida ye ha trend or chrt leval seekhny ko kilta ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X