eur/usd
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    eur/usd
    dear friends mere khayalse ager koi new trader forex ko jioin kerta hai to mein use eur/usd mein trading ka mashwara he dungee kiun ke yeah market lafi had tak safe rehtee hai aapka kiya khayal hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilul EUR/USD aik standard pair hai aur ye pair bohat best hai newbies kay liye kun keh new traders kay pass knowledge kam hota hai lehaza is liye sirf aik hi pair per trading best rahe gi.
    • #3 Collapse

      EURUSD New Person k lie Sahi he Par Sath me USDCHF GBPUSD USDJPY K sath trading bhi ki Ja sakti he Ye 4 pairs kafi Ache aur safe hen
      • #4 Collapse

        eur/usd ye crunsy ka bahot acha pair hai agr humary pas acha knolag or axperians hai to hm is py acha bonus kma sky hain forex treding me bahot sy pairz istmal hoty hain ye pair sub sy acha hai
        • #5 Collapse

          asalam o elekum dear friends eur-usd per kam kerna thora risky hy q k is ki market ka pata nhi chalta kabi baht neche a jati hy or kabi baht oper chali jati hy. main to is per kam hi trade krta hon.
          • #6 Collapse

            eur usd sab se best pair hay aur major pairs may se hay ju ke ap yaha se kafe acha earn kar saktey hay aur kafe knowledge gain kar saktey hay aur apney life may ap changes la saktey hay forex ke through aik din may aik kamyab trader bano ga...
            • #7 Collapse

              Jee han ap bilkol thik keh rahe hein.. Eur-usd market ik achi aor safe market hai trading k lie for new comers.. Mein bhe yahan new hoon aor eur-usd market mein trading kar raha hoon on my demo account..
              • #8 Collapse

                new jo bhi hain agar wo is pair par trade karain to un k nuqsn kam sey kam hoga aur wo ahut agey cheley jaengey.
                • #9 Collapse

                  g bhai jaan apne bilkul theak he kaha hai ye market basicaly mai hum theak say profit earn kar sakte ha is mai sab say badi waja profit ki ye hoti hai k agr hum is mai loss hota hai tw hum eurusd mai profit mai ajate hai is liye loag ziyada tar trading mai eurusd he trading k liye use karte hai
                  • #10 Collapse

                    forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha majors mai trade kerahe kuin ke in pairs ka spread bhi kaam hota hai aur upar se yeh pair jo hai woh ache movement kerte hai.
                    • #11 Collapse

                      ge mera khyal he ap ki bat bilkul drust he balke men to kehta hun sab ko hi isi par trade karni chaie is ki market movment aksara chi rehti he ya phir gbp/usd ka istimal karen.
                      • #12 Collapse

                        G han apne theek kaha hai k jo new trader forex ko join karty han to humen unko advised karni chaye k wo EUR/USD me trade karen kyoun k ye aisy pair han jin me hum bhot had tak loss se save rehty han
                        • #13 Collapse

                          Eur/usd 1 acha currency pair hai or mostly brokers is pair pay kafi thora spread b charge krtay hai Q k is pair pay kafi trade hoti hai or daily ki movement b 1000+ pips hai or achi knowledge or strategies ki base pr trader profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Bhai g apki bat bilkul darust hy tu bhai g forex trading mai new traders ko maire tu yahi maswara hy k jub wo trading start kare tu unko chahye ke wo eru usd per he trading karain ye pair bohat profitable hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Sirf EUR USD main trading kerny per apko bahot zyada profit nehi mil sakta profit hasil kerny ky liay apko other all currency pairs ka market ka previous trend observed ker ky analysis ker leny chahiain taky ap jis pair main bhi trade open kerain tou same pair main apki trade successful ho saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X